Search This Blog

Sunday, 22 July 2018

Part 58 of 1800 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam

Bismillahhirrahmanirrahim
✦  Part 58 of 1800 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam
✦  Ar-Raheeq Al-Makhtum(The sealed Nectar)
-----------------------------
★Eisaaiyat ek na qaabil-e-faham butparasti ban gai thi. Is ne Allah aur Insaan ko ajeeb tarah se khalat-malat kar diya tha. Phir jin Arabon ne is deen ko ikhtiyaar kiyaa thaa un par is deen ka koi haqeeqi asar na tha kiyuon ke is ki taleemaat un ke maaloof tarz-e-zindagi se mel nahin khaati thein aur woh apna tarz-e-zindagi chhod nahin sakte the. Baaqi adyaan-e-Arab ke maanne waalon ka haal mushrikeen hi jaisa tha kiyuon ke unke dil yaksaan the, aqaaid ek se the, aur rasm-o-riwaaj mein ham aahangi thi.
-----------------------
★ईसाई धर्म एक न समझ में आने योग्य बुतपरस्ती का धर्म बन गया था. उसने अल्लाह और इंसान को अनोखे ढंग से मिला-जुला दिया था, फ़िर जिन अरबो ने इस धर्म को अपनाया था , उनपर इस दीन का कोई वास्तविक प्रभाव ना था , क्योंकि उसकी शिक्षाएं उनके जीवन के असल तौर तरीकों से मेल नही खाती थी और वो अपने तरीके छोड़ नही सकते थे . अरब के बाकी दीनो के मानने वालों का हाल मुशरिकों ही जैसा था , क्योंकि उनके मन एक थे , मान्यताये एक थी और रस्म व रिवाज मिलते जुलते थे
-----------------------
★Christianity likewise opened its doors wide to polytheism, and got too difficult to comprehend as a heavenly religion. As a religious practice, it developed a sort of peculiar medley of man and God. It exercised no bearing whatsoever on the souls of the Arabs who professed it simply because it was alien to their style of life and did not have the least relationship with their practical life. People of other religions were similar to the polytheists with respect to their inclinations, dogmas, customs and traditions
-----------------------------------------------------------
■ To be Continued....... In shaa Allah

No comments:

Post a Comment