Search This Blog

Saturday 28 July 2018

Phir Allah Taalaa ney aik kawway ko bheja jo zamin khod raha tha

Bismillahhirrahmanirrahim
Phir Allah Taalaa ney aik kawway ko bheja jo zamin khod raha tha
-----------------------
★Phir Allah Taalaa ney aik kawway ko bheja jo zamin khod raha tha takay ussay ( Aadam Alaihi Salam ke betey Qaabil ko ) dikhaye kay woh kiss tarah apney bhai ki laash ko chupa dey woh (Qaabil) kehnay laga haaye afsos ! Kiya mein aisa kerney say bhi gaya guzra hogaya kay iss kawway ki tarah apney bhai ki laash ko dafna deta? Phir to (bara hi ) pashemaan aur sharminda hogaya .
Al~Quran,Surah Al-Maida(5),Aayat-31
-----------------------
★फिर अल्लाह ताला ने एक कौवे को भेजा जो ज़मीन खोद रहा था ताकि उसे ( आदम अलैहि सलाम के बेटे क़ाबिल को ) दिखाये की वो किस तरह अपने भाई की लाश को छुपा दे , वो  ( क़ाबिल ) कहने लगा हाय अफ़सोस क्या मैं ऐसा करने से भी गया गुजरा हो गया के इस कौवे के तरह अपने भाई की लाश को दफना देता ? फ़िर तो (बड़ा ही) पशेमान और शर्मिंदा हो गया
अल~क़ुरान,सुरह अल मायेदह(5),आयत-31
-----------------------
ﭘﮭﺮ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻧﮯ ﺍﯾﮏ ﮐﻮﮮ ﮐﻮ ﺑﮭﯿﺠﺎ ﺟﻮ ﺯﻣﯿﻦ ﮐﮭﻮﺩ ﺭﮨﺎ ﺗﮭﺎ ﺗﺎﮐﮧ ﺍﺳﮯ ﺩﮐﮭﺎﺋﮯ ﮐﮧ ﻭﮦ ﮐﺲ ﻃﺮﺡ ﺍﭘﻨﮯ ﺑﮭﺎﺋﯽ ﮐﯽ ﻻﺵ ﮐﻮ ﭼﮭﭙﺎ ﺩﮮ ، ﻭﮦ ﮐﮩﻨﮯ ﻟﮕﺎ ﮨﺎﺋﮯ ﺍﻓﺴﻮﺱ ﮐﮧ ﻣﯿﮟ ﺍﯾﺴﺎ ﮐﺮﻧﮯ ﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﮔﯿﺎ ﮔﺰﺭﺍ ﮨﻮ ﮔﯿﺎ ﮨﻮﮞ ﮐﮧ ﺍﺱ ﮐﻮﮮ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺍﭘﻨﮯ ﺑﮭﺎﺋﯽ ﮐﯽ ﻻﺵ ﮐﻮ ﺩﻓﻨﺎ ﺩﯾﺘﺎ ﭘﮭﺮ ﺗﻮ ‏( ﺑﮍﺍ ﮨﯽ ‏) ﭘﺸﯿﻤﺎﻥ ﺍﻭﺭ ﺷﺮﻣﻨﺪﮦ ﮨﻮ ﮔﯿﺎ۔
القرآن،ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻟﻤﺎﺋﺪﺓ(٥)،آیت-٣١
-----------------------
★Then Allah sent a crow searching in the ground to show him how to hide the disgrace of his brother. He said , " O woe to me! Have I failed to be like this crow and hide the body of my brother?" And he became of the regretful.
Al~Quran,Surah Al-Maida(5),Verse-31
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment