Search This Blog

Monday, 2 July 2018

Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya main qayamat ke din jannat ke darwaze par aaunga aur darwaza khulwaunga

Bismillahhirrahmanirrahim
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya main qayamat ke din jannat ke darwaze par aaunga aur darwaza khulwaunga
-----------------------
★Anas bin malik Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya main qayamat ke din jannat ke darwaze par aaunga aur darwaza khulwaunga to jannat ka chokidar ( andar se) puchega ki Aap kaun hain to main kahunga ki main Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam hu to wo kahega ki Aap hi ke liye mujhe hukm diya gaya tha ki aapse pahle kisi ke liye darwaza na kholna.
Sahih Muslim,Jild-1,Hadith-486
-----------------------
★अनस बिन मलिक रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मैं क़यामत के दिन जन्नत के दरवाज़े पर आऊंगा और दरवाज़ा खुलवाऊंगा तो जन्नत का चोकीदार (अन्दर से ) पूछेगा की आप कौन हैं तो मैं कहूँगा की मैं मुहम्मद सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम हूँ तो वो कहेगा की आप ही के लिए मुझे हुक्म दिया गया था की आपसे पहले किसी के लिए दरवाज़ा ना खोलना
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 486
-----------------------
رسول اللہ ﷺ نے فرمایا : ’’میں قیامت کے دن جنت کے دروازے پر آؤں گا او ردروازہ کھلواؤں گا ۔ جنت کا دربان پوچھے گا : آپ کون ہیں؟میں جواب دوں گا : محمد! وہ کہے گا : مجھے آپ ہی کے بارے میں حکم ملا تھا ( کہ ) آپ سے پہلے کسی کے لیے دروازہ نہ کھولوں -
صحیح مسلم جلد ۱ ۴۸
-----------------------
★Anas bin Malik Radhi allahu anhu reported:The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: I will come to the gate of Paradise on the Day of Resurrection. and would seek its opening. and the keeper would say: Who are you? I would say: Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam . He would then say: It is for you that I have been ordered, and not to open it for anyone before you.
Sahih Muslim,Book-1,Hadith-384
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment