Search This Blog

Saturday 18 August 2018

Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Baar baar Hajj aur umrah karna Gareebi aur Gunahon ko khatam kar deta hai
-----------------------
★Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya baar baar Hajj aur Umrah kiya karo kyunki baar baar Hajj aur umraah karna Gareebi ( Muflisi) aur Gunaahon ko aisey khatam kar deta hai jaisey bhatti lohey ke mail ko khatam kar deti hai.
Sunan Ibn Majah,Jild-2,1044--Sahih
-----------------------
★उमर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया बार बार हज और उमरा किया करो क्यूंकि बार बार हज और उमरा करना गरीबी और गुनाहों को ऐसे खत्म कर देता है जैसे भट्टी लोहे के मैल को खत्म कर देती है
सुनन इब्न माजा,जिल्द-2,हदीस-1044
-----------------------
عمر رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ ﻧﺒﯽ ﺍﮐﺮﻡ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺣﺞ ﺍﻭﺭ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﻮ ﯾﮑﮯ ﺑﻌﺪ ﺩﯾﮕﺮﮮ ﺍﺩﺍ ﮐﺮﻭ، ﺍﺱ ﻟﯿﮯ ﮐﮧ ﺍﻧﮩﯿﮟ ﺑﺎﺭﺑﺎﺭ ﮐﺮﻧﺎ ﻓﻘﺮ ﺍﻭﺭ ﮔﻨﺎﮨﻮﮞ ﮐﻮ ﺍﯾﺴﮯ ﮨﯽ ﺩﻭﺭ ﮐﺮ ﺩﯾﺘﺎ ﮨﮯ ﺟﯿﺴﮯ ﺑﮭﭩﯽ ﻟﻮﮨﮯ ﮐﮯ ﻣﯿﻞ ﮐﻮ ۔
ﺳﻨﻦ ﺍﺑﻦ ﻣﺎﺟﮧ ﺟﻠﺪ ۲ ۱۰۴۴ ﺻﺤﯿﺢ
-----------------------
★Narrated by Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu that the prophet peace be upon him said Perform Hajj and Umrah one after the another for performing them one after the other removes poverty and sin as the bellows removes impurity from iron.
Sunan Ibn Majah,Book-25,2887-Sahih
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment