Search This Blog

Wednesday 1 August 2018

Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun yuhi rahne de ( yani na kaatey)

Bismillahhirrahmanirrahim
Jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun yuhi rahne de ( yani na kaatey)
-----------------------
★Umm Salama Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahey to apney baal aur nakhun yuhi rahne de ( yani na kaatey).
Sahih Muslim,Jild-5,Hadith-5119
-----------------------
★उम्म सलमा रदि अल्लाहु अन्हा से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया जब तुम ज़िल-हिज्जा का चाँद देखो और तुम में से कोई क़ुर्बानी करना चाहे तो अपने बाल और नाखून यूँही रहने दे (यानी ना काटे )
सही मुस्लिम,जिल्द-5,हदिस-5119
-----------------------
ﺍﻡ ﺳﻠﻤﮧ ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﮩﺎ ﺳﮯ ﺭﻭﺍﯾﺖ ﮐﯽ ﮐﮧ ﻧﺒﯽ ﮐﺮﯾﻢ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : " ﺟﺐ ﺗﻢ ﺫﻭﺍﻟﺤﺠﮧ ﮐﺎ ﭼﺎﻧﺪ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﺍﻭﺭ ﺗﻢ ﻣﯿﮟ ﺳﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺷﺨﺺ ﻗﺮﺑﺎﻧﯽ ﮐﺎﺍ ﺭﺍﺩﮦ ﺭﮐﮭﺘﺎ ﮨﻮ ، ﻭﮦ ﺍﭘﻨﮯ ﺑﺎﻟﻮﮞ ﺍﻭﺭ ﻧﺎﺧﻨﻮﮞ ﮐﻮ ‏( ﻧﮧ ﮐﺎﭨﮯ ‏) ﺍﭘﻨﮯ ﺣﺎﻝ ﭘﺮ ﺭﮨﻨﮯ ﺩﮮ ۔
ﺻﺤﯿﺢ ﻣﺴﻠﻢ ﺟﻠﺪ ۵ ۵۱۱۹
-----------------------
★Umm Salama reported Allah's Messenger may peace be upon him having said this: When any one of you intending to sacrifice the animal enters in the month (of Dhu'l-Hijja) he should not get his hair or nails touched (cut).
Sahih Muslim,Book-22,Hadith-4869
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment