Search This Blog

Wednesday, 1 August 2018

Mard ise (janaze ko) kandho par uthate hai to agar wo neik ho to kahta hai ki mujhe aage le chalo

Bismillahhirrahmanirrahim
Mard ise (janaze ko) kandho par uthate hai to agar wo neik ho to kahta hai ki mujhe aage le chalo
-----------------------
★Abu Said Al-Khudri radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki jab Mayyat charpayee (janaze) par rakhi jati hai aur mard ise kandho par uthate hai to ager wo neik ho to kahta hai ki mujhe aage le chalo, lekin ager neik nahi ho to kahta hai haay barbadi mujhe kaha liye ja rahe ho, us aawaz ko insan ke siwa tamam Allah ki makhluq sunti hai, ager insan use sune to behosh ho jaye.
Sahih Bukhari,Jild-2,Hadith-1314
-----------------------
★अबू सईद खुदरी रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की जब मय्यत चारपाई (जनाज़े) पर रखी जाती है और मर्द इसे कंधो पर उठाते हैं तो अगर वो नेक हो तो कहता है कि मुझे आगे ले चलो , लेकिन अगर नेक नही हो तो कहता है हाय बर्बादी , मुझे कहाँ लिए जा रहे हो , उस आवाज को इंसान के सिवा तमाम अल्लाह की मख्लूक सुनती है , अगर इंसान उसे सुने तो बेहोश हो जाए
सही बुख़ारी,जिल्द-2,हदिस-1314
-----------------------
ابو سعید خدری رضی اللہ عنہ سے سنا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جب میت چارپائی پر رکھی جاتی ہے اور مرد اسے کاندھوں پر اٹھاتے ہیں تو اگر وہ نیک ہو تو کہتا ہے کہ مجھے آگے لے چلو۔ لیکن اگر نیک نہیں تو کہتا ہے ہائے بربادی! مجھے کہاں لیے جا رہے ہو۔ اس آواز کو انسان کے سوا تمام اللہ کی مخلوق سنتی ہے۔ اگر انسان کہیں سن پائے تو بیہوش ہو جائے۔
صحيح بخارى جلد-٢،حديث-١٣١٤
-----------------------
★Abu Said Al-Khudri radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki jab Mayyat charpayee (janaze) par rakhi jati hai aur mard ise kandho par uthate hai to ager wo neik ho to kahta hai ki mujhe aage le chalo, lekin ager neik nahi ho to kahta hai haay barbadi mujhe kaha liye ja rahe ho, us aawaz ko insan ke siwa tamam Allah ki makhluq sunti hai, ager insan use sune to behosh ho jaye.
Sahih Bukhari,Jild-2,Hadith-1314
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment