Search This Blog

Wednesday 15 August 2018

Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega

Bismillahhirrahmanirrahim
Uske liye Qayamat tak sawab likha jayega
-----------------------
★Abu Hurairah Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs hajj karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to hisab ke din tak (yani Qayamat tak) us ke liye Hajj karne ka sawab likha jayega aur jo shakhs umrah karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Umrah karne ka sawab likha jayega Aur jo shakhs Allah ke raaste mein jihad ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Mujahid ka sawab likha jayega.
Al Silsila As Sahiha,Hadith-2146
-----------------------
★अबू हुरैरह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स हज करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो हिसाब के दिन तक (यानी क़यामत तक) उस के लिए हज करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स उमराह करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए उमराह करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स अल्लाह के रास्ते में जिहाद के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए मुजाहिद का सवाब लिखा जाएगा
अल सिलसिला अस साहिहा,हदिस-2146
-----------------------
اﺑﻮ ﮨﺮﯾﺮﮦﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻨﮧ ﺳﮯ ﻣﺮﻭﯼ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﷺ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ : ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﺍﺭﺍﺩﮮ ﺳﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺣﺞ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﺎ ﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ، ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮ ﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎ ﮔﯿﺎ، ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻋﻤﺮﮦ ﮐﺮﻧﮯﮐﺎﺛﻮﺍﺏ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔ﺍﻭﺭ ﺟﻮ ﺷﺨﺺ ﺍﻟﻠﮧ ﮐﮯ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ ﺟﮩﺎﺩ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻧﮑﻼ ﺍﻭﺭﻭﻓﺎﺕ ﭘﺎﮔﯿﺎ ﺗﻮ ﻗﯿﺎﻣﺖ ﺗﮏ ﺍﺱ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻣﺠﺎﮨﺪ ﮐﺎ ﺍﺟﺮ ﻟﮑﮭﺎﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ۔
ﺍﻟﺴﻠﺴﻠﮧ ﺻﺤﯿﺤﮧ ٢١٤٦
-----------------------
✦Abu Huraira reported:The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said,Whoever goes out for the Hajj pilgrimage and dies, then the reward of Hajj will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for the Umrah pilgrimage and dies, then the reward of Umrah will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for Jihad (figting in the cause of Allah) and dies, then the reward of Jihad (Fighting in the cause of Allah) will be written for him until the Day of Resurrection.
Al Silsila As Sahiha, 2146
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment