Search This Blog

Wednesday, 5 September 2018

Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya

Bismillahhirrahmanirrahim
Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya
-----------------------
★Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya aur kahne lage Allah ka shukr hai jisne humen imaan wale bando par fazilat di, aur Sulaiman Alaihi Salam Dawud alaihi salam ke waris huye aur kahne lage ki eh logo humein parindo ki boli sikhayee gayee hain aur humko har tarah ke saaz aur saman diye gaye hain beshak ye sareeh fazilat hai
Al~Quran,Surah An-Naml(27),Aayat-15-16
-----------------------
★और हमने दावूद अलैहि सलाम और सुलैमान अलैहि सलाम को इल्म दिया और कहने लगे  अल्लाह का शुक्र है जिसने हमे ईमान वालो बन्दों पर फ़ज़ीलत दी और सुलैमान अलैहि सलाम दावूद अलैहि सलाम के वारिस हुए और कहने लगे ऐ लोगो हमे परिंदो की बोली सिखायी गयी है और हमको हर तरह के साज़ और सामान दिए गए हैं , बेशक ये सरीह फ़ज़ीलत है
अल~क़ुरान,सुरह नमल(27),आयत-15-16
-----------------------
ﺍﻭﺭ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺩﺍﺅﺩ ﺍﻭﺭ ﺳﻠﯿﻤﺎﻥ ﮐﻮ ﻋﻠﻢ ﺩﯾﺎ ﺍﻭﺭ ﮐﮩﻨﮯ ﻟﮕﮯ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﺎ ﺷﮑﺮ ﮨﮯ ﺟﺲ ﻧﮯ ﮨﻤﯿﮟ ﺑﮩﺖ ﺳﮯ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﺩﺍﺭ ﺑﻨﺪﻭﮞ ﭘﺮ ﻓﻀﯿﻠﺖ ﺩﯼ-ﺍﻭﺭ ﺳﻠﯿﻤﺎﻥ ﺩﺍﺅﺩ ﮐﺎ ﻭﺍﺭﺙ ﮨﻮﺍ ﺍﻭﺭ ﮐﮩﺎ ﺍﮮ ﻟﻮﮔﻮ ﮨﻤﯿﮟ ﭘﺮﻧﺪﻭﮞ ﮐﯽ ﺑﻮﻟﯽ ﺳﮑﮭﺎﺋﯽ ﮔﺌﯽ ﮨﮯ ﺍﻭ ﺭﮨﻤﯿﮟ ﮨﺮ ﻗﺴﻢ ﮐﮯ ﺳﺎﺯﻭ ﺳﺎﻣﺎﻥ ﺩﯾﮯ ﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﺑﮯ ﺷﮏ ﯾﮧ ﺻﺮﯾﺢ ﻓﻀﯿﻠﺖ ﮨﮯ-
القرآن،ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻟﻨﻤﻞ(٢٧)،آیت-١٥-١٦
-----------------------
★And indeed We gave knowledge to Dawud and Sulaiman (Solomon), and they both said: "All the praises and thanks be to Allah, Who has preferred
us above many of His believing slaves!" And Sulaiman inherited (the knowledge of) Dawud . He said: "O mankind! We have been taught the language of birds, and on us have been bestowed all things. This, verily, is an evident grace (from Allah)."
Al~Quran,Surah An-Naml(27),Verse-15-16
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment