Search This Blog

Sunday 2 September 2018

Part 63 of 1800 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam

Bismillahhirrahmanirrahim
✦  Part 63 of 1800 - Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam
✦  Ar-Raheeq Al-Makhtum(The sealed Nectar)
-----------------------------
★Jab Allah ta'ala ne Muhammad Sall-Allahu Alaihi Wasallam ko maboos farmaayaa to jaahiliyyat ke saare nikaah munhadim kar diye. Sirf Islaami nikaah baaqi rahaa jo aaj raaij hei.•  (1) Arab mein mard aur aurat ke irtibaat ki ba'z sooratein aisi bhi thein jo talwaar ki dhaar aur neze ki nok par wujood mein aai thein. Yaani qabaaili jangon mein ghaalib aane waala qabeela maghloob qabeele ki auraton ko qaid kar ke apne haram mein daakhil kar leta tha. tekin aisi auraton se paida hone waali aulaad zindagi bhar aar mehsoos karti thin. Zamaana-e-Jaahiliyat mein kisi tahdeed ke haghair muta'ddid biwian rakhna bhi ek maroof baat thi. Log aisi do (2) auratein bhi bek waqt nikaah mein rakh lete the jo aapas mein sagi behen hoti thein. Baap ke talaaq dene ya wafaat paane ke ba'd beta apni sauteli maa se bhi nikaah kar letaa thaa. Talaaq ka ikhtiyaar mard ko haasil tha aur us ki koi hadd muayyan na thi.•  (2)
-----------------------
★जब अल्लाह ने हजरत मुहम्मद सल-अल्लाहु अलैहि वसलम को नबी की हैसियत से भेजा , तो अज्ञानता के सारे विवाह निरस्त कर दिये , सिर्फ इस्लामी निकाह बाकी रहा, जो आज चल रहा है. अरब में मर्द-औरत के मेल जोल की कुछ शक्लें ऐसी भी थी जो तलवार की धार और नेजे कंके नोंक पर वजूद में आती थी ,अर्थात कबिलेवार लड़ाइयों में विजयी कबीला विजित क़बीले की औरतों को क़ैद करके अपने हरम में दाखिल कर लेता था , लेकिन ऐसी औरतो से पैदा होने वाली सन्तान पूरी ज़िंदगी शर्म महसूस करती थी। अज्ञानता काल में बिना किसी हदबन्दी के अनेक बीवियों का रखना भी एक जानी-पहचानी बात थी . लोग ऐसी दो औरते भी निकाह में रख लेते थे जो आपस में सगी बहने होती थी । बाप के तलाक देने या वफात पाने के बाद बेटा अपने सौतेली माँ भी निकाह कर लेता । तलाक़ देने और रुजू करने के अधिकार मर्द को हासिल था और उसकी कोई सीमा न थी, यहाँ तक की इस्लाम ने उनकी सीमा निश्चित कर दी
-----------------------
★When Prophet Muhammad (Peace be upon him) declared Islam in Arabia, he cancelled all these forms of sexual contacts except that of present Islamic marriage Women always accompanied men in their wars. The winners would freely have sexual intercourse with such women, but disgrace would follow the children conceived in this way all their lives. Pre-Islam Arabs had no limited number of wives. They could marry two sisters at the same time, or even the wives of their fathers if divorced or widowed. Divorce was to a very great extent in the power of the husband.
-----------------------------------------------------------
•  (1) Saheeh Bukhari : Kitabun-Nikah. baab man qaal laa Nikah illa bi-walyin 2/769,Abi Daa'ud. Wujoohun Nikaah
•  (2) Abi Daa'ud. naskh ul-muraaja'atu bad-al-Tatleeqaat-us-Salaas. neez kutub-e-tafseer, muta alliqa
■ To be Continued....... In shaa Allah

No comments:

Post a Comment