Search This Blog

Thursday 18 October 2018

Qayamat ke din Jab tak Banda inn 5 Sawalo ke Jawab Nahi dega Uske Qadam harkat Nahi karenge

Bismillahhirrahmanirrahim
Qayamat ke din Jab tak Banda inn 5 Sawalo ke Jawab Nahi dega Uske Qadam harkat Nahi karenge
-----------
★Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat ke din ibn Adam ke Qadam apne RABB ke paas se us waqt tak harqat Nahi karenge jab tak ussay panch (5) sawal na Kar liye Jaye
1. Uske Umar ke mutalliq Umar kis kaam mein khatam ki
2. uski jawani ke mutalliq ke kis kaam main khatam ki
3. Uske Maal ke mutalliq ki maal Kaha se kamaya
4. Maal kaha kharch kiya
5. Aur jitna ilm tha us par kitna amal kiya.
Al-Silsila-As-Sahiha-2690
-----------------------
★रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया क़यामत के दिन इब्न आदम के क़दम अपने रब्ब के पास से उस वक़्त तक हरक़त नही करेंगे जब तक उससे पाँच (5) सवाल ना कर लिए जाए
1. उसके उमर के मुताल्लिक़, उमर किस काम में ख़तम की,
2. उसकी जवानी के मुताल्लिक़ के किस काम में ख़तम की,
3. उसके माल के मुताल्लिक़ की माल कहाँ से कमाया
4. और माल कहाँ खर्च किया
5. और जितना इल्म था उस पर कितना अमल किया
अल-सिलसिला-सहिहा हदीस-2690
-----------------------
ﻧﺒﯽ ‌ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ‌ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﻗﯿﺎﻣﺖ ﮐﮯ ﺩﻥ ﺍﺑﻦ ﺍٓﺩﻡ ﮐﮯ ﻗﺪﻡ ﺍﭘﻨﮯ ﺭﺏ ﮐﮯ ﭘﺎﺱ ﺳﮯ ﺍﺱ ﻭﻗﺖ ﺗﮏ ﺣﺮﮐﺖ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﯾﮟ ﮔﮯ ﺟﺐ ﺗﮏ ﺍﺱ ﺳﮯ ﭘﺎﻧﭻ ﺳﻮﺍﻝ ﻧﮧ ﮐﺮ ﻟﺌﮯ ﺟﺎﺋﯿﮟ ۔
ﺍﺱ ﮐﯽ ﻋﻤﺮ ﮐﮯ ﻣﺘﻌﻠﻖ ﮐﮧ ﮐﺲ ﮐﺎﻡ ﻣﯿﮟ ﺧﺘﻢ ﮐﯽ؟
ﺍﺱ ﮐﯽ ﺟﻮﺍﻧﯽ ﮐﮯ ﻣﺘﻌﻠﻖ ﮐﮧ ﮐﺲ ﮐﺎﻡ ﻣﯿﮟ ﺧﺘﻢ ﮐﯽ؟
ﺍﺱ ﮐﮯ ﻣﺎﻝ ﮐﮯ ﻣﺘﻌﻠﻖ ﮐﮧ ﮐﮩﺎﮞ ﺳﮯ ﮐﻤﺎﯾﺎ؟
ﮐﮩﺎﮞ ﺧﺮﭺ ﮐﯿﺎ؟
ﺍﻭﺭ ﺟﺘﻨﺎﻋﻠﻢ ﺗﮭﺎ ﺍﺱ ﭘﺮ ﮐﺘﻨﺎ ﻋﻤﻞ ﮐﯿﺎ؟
ﺍﻟﺴﻠﺴﻠﮧ ﺻﺤﯿﺤﮧ ٢٦٩٠
----------------------
-
★Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: The son of Adam will not be dismissed from before his Lord on the Day of Resurrection until he has been questioned about five things:
1. About His life , how he spent it,
2. About his youth , how he used it,
3. About his wealth, how he earned it
4. and how he disposed of it,
5. and how he acted upon what he acquired of knowledge.
Al-Silsila-As-Sahiha-2690
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment