Search This Blog

Sunday, 14 October 2018

Taqwa aur achche akhlaq ke Zariye aksar log Jannat mein jayenge

Bismillahhirrahmanirrahim
Taqwa aur achche akhlaq ke Zariye aksar log Jannat mein jayenge
-----------
★Abu Huraira Radhi Allahu Anhu kahte hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya aksar log kis wajah se Jannat mein jayenge to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Taqwa ( Allah Subhanahu Ka khauf) aur Achche Akhlaq phir pucha gaya aksar log kis wajah se dozakh mein jayenge farmaya do khokhli cheezein, munh aur Sharmgah kyunki munh se buri baatein niklegi aur sharamgah se haram kaam karenge.
Sunan Ibn Maja,Jild-31127-Sahih
-----------------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ ﻧﺒﯽ ﺍﮐﺮﻡ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﺳﮯ ﭘﻮﭼﮭﺎ ﮔﯿﺎ : ﺍﮐﺜﺮ ﻟﻮﮒ ﮐﺲ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺟﻨﺖ ﻣﯿﮟ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﺁﭖ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﺳﮯ ﮈﺭﻧﮯ ‏( ﺗﻘﻮﯼ ‏) ﺍﻭﺭ ﺣﺴﻦ ﺧﻠﻖ ‏( ﺍﭼﮭﮯ ﺍﺧﻼﻕ ‏) ﮐﯽ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﻮﭼﮭﺎ ﮔﯿﺎ ﺍﮐﺜﺮ ﮐﺲ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺩﻭﺯﺥ ﻣﯿﮟ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﺁﭖ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﻣﻨﮧ ﺍﻭﺭ ﺷﺮﻣﮕﺎﮦ ﮐﯽ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﮐﯿﻮﮞ ﮐﮧ ﻣﻨﮧ ﺳﮯ ﺑﺮﯼ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﻧﮑﺎﻟﯿﮟ ﮔﮯ ﺍﻭﺭ ﺷﺮﻣﮕﺎﮦ ﺳﮯﺣﺮﺍﻡ ﮐﺮﯾﮟ ﮔﮯ-
ﺳﻨﻦ ﺍﺑﻦ ﻣﺎﺟﮧ،جلد-٣،حديث-١١٢٧-صحيح
-----------------------
★It was narrated that Abu Hurairah said: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam was asked: What most admits people to Paradise? He said: Piety and good manners. And he was asked: What most leads people to Hell? He said The two hollow ones: The mouth and the private part.
Sunan Ibn Maja,Book-37,4387-Sahih
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment