Search This Blog

Tuesday 31 March 2020

Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ko kisi ke liye apne maa baap ko Qurban karne ka lafz nahi suna siwaye saad bin abi waqas radi allahu anhu ke

Bismillahhirrahmanirrahim

Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ko kisi ke liye apne maa baap ko Qurban karne ka lafz nahi suna siwaye saad bin abi waqas radi allahu anhu ke 
-------------

✦Hazrat Ali Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ko kisi ke liye apne maa baap ko Qurban karne ka lafz nahi suna siwaye saad bin abi waqas radi allahu anhu ke , maine Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se suna aap farma rahe they Eh Saad , Teer chalao tum par mere maa baap Qurban ho aur mera khayal hai ki ye Ghazwa e uhad ke moqe par farmaya.
Sahih Bukhari,Jild-7,Hadith-6184
-----------------------

✦हजरत अली रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम को किसी के लिए अपने माँ बाप को क़ुर्बान करने का लफ्ज़ नही सुना , सिवाय साद बिन अबी वक़्क़ास रदि अल्लाहु अन्हु के , मैंने रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम से सुना , आप फरमा रहे थे , ऐ साद तीर चलाओ तुम पर मेरे माँ बाप क़ुर्बान हो और मेरा ख्याल है कि ये गजवा-ए-उहद के मौके पर फ़रमाया
सही बुखारी,जिल्द-7,हदिस-203
-----------------------

علی رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو کسی کے لیے اپنے آپ کو قربان کرنے کا لفظ کہتے نہیں سنا، سوا سعد بن ابی وقاص کے۔ میں نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا، آپ صلی اللہ علیہ وسلم فرما رہے تھے۔ تیر مار، اے سعد! میرے ماں باپ تم پر قربان ہوں، میرا خیال ہے کہ یہ غزوہ احد کے موقع پر فرمایا۔
صحيح بخارى،جلد-٧،حديث-٦١٨٤
-----------------------

✦Narrated Ali radi allahu anhu I never heard Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam saying, "Let my father and mother be sacrificed for you," except for Sa`d (bin Abi Waqqas). I heard him saying, "Throw! (arrows), Let my father and mother be sacrificed for you !" (The sub-narrator added, "I think that was in the battle of Uhud.")
Sahih Bukhari,Book-73,Hadith-203

No comments:

Post a Comment