Bismillahhirrahmanirrahim
Ye pahaad (Uhad pahaad) humse muhabbat karta hai aur hum is se
-------------
✦Anas radi allahun anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaiahi wasallam ne jabal-e-uhad (uhad pahaad) ko dekh kar farmaya Ye pahaad humse muhabbat karta hai aur hum is se mubabbat karte hain.
Sahih Bukhari,Jild-4,Hadith-3367
-----------------------
✦अनस रदि अल्लाहू अन्हू से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने जबाल-ए-उहद (उहद पहाड़) को देख कर फ़रमाया ये पहाड़ हमसे मुहब्बत करता है और हम इस से मुहब्बत करते हैं.
सही बुखारी,जिल्द-4,हदिस-3367
-----------------------
حضرت انس رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے احد پہاڑ کو دیکھ کر فرمایا کہ یہ پہاڑ ہم سے محبت رکھتا ہے اور ہم اس سے محبت رکھتے ہیں-
صحيح بخارى جلد-٤،حديث-٣٣٦٧
-----------------------
✦Narrated Anas bin Malik radi allahu anhu When the Jabal-e-Uhad (mountain of Uhud) appeared before Allah's Messenger (ﷺ) he said, "This is a mountain that loves us and is loved by us.
Sahih Bukhari,Book-55,Hadith-586
No comments:
Post a Comment