Search This Blog

Monday 7 June 2021

Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki mujhe kisi aur se sunna bhi pasand hai

Bismillahhirrahmanirrahim

Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki mujhe kisi aur se sunna bhi pasand hai 
-------------

✦ Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne mujhse farmaya mujhe Quran padh kar sunao maine arz kiya kya main Aapko Quran padh kar sunau jabki Aap Sal-Allahu Alaihi wsallam par to Quran nazil hota hai to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki mujhe kisi aur se sunna bhi pasand hai.
Sahih Bukhari,Jild-6,Hadith-5056
-----------------------

✦ अब्दुल्ला बिन मसूद रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने मुझसे फ़रमाया मुझे कुरान पढ़ कर सुनाओ , मैने अर्ज़ किया क्या मै आपको क़ुरान पढ़ कर सुनाऊ जबकि आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम पर तो क़ुरान नाज़िल होता है तो आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया की मुझे किसी और से सुनना भी पसन्द है.
सही बुखारी,जिल्द-6,हदिस-5056
-----------------------

عبداللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ مجھ سے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مجھے قرآن مجید پڑھ کر سناؤ۔ میں نے عرض کیا: کیا میں سناؤں؟آپ پر تو قرآن مجید نازل ہوتا ہے۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میں کسی سے سننا محبوب رکھتا ہوں۔
صحيح بخارى،جلد-٦,حديث-٥٠٥٦
-----------------------

✦ Narrated Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said to me, Recite Qur'an to me. I said to him. Shall I recite (it) to you while it has been revealed to you ? He said, I like to hear it from another person.
Sahih Bukhari,Book-61,Hadith-576
------------------------------

No comments:

Post a Comment