Search This Blog

Monday, 7 June 2021

Jab koi shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to …………

Bismillahhirrahmanirrahim

Jab koi shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to …………
-------------

✦ Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek sahib ki madina mein maut huyee aur uki paidayeesh bhi madina mein huyee thi , phir Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne unka janaza padhne ke baad farmaya , kaash wo apne paida hone ki jagah par na mar kar kisi aur mulk ya shahar mein marta , ek shaksh ne arz kiya Kyu ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ? Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab koi (muslim) shaksh apne paidayeesh ke muqam par na mar kar kisi aur jagah mar jaye to usko apne paidayeesh ke muqam se lekar maut ke muqam tak ke faasle ki jagah Jannat mein di jayegi.
Sunan Ibn majah,Jild-1,1614-Hasan
Sahih Ibn Hibban, 3010
-----------------------

✦ अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की एक साहिब की मदीना में मौत हुई और उसकी पैदाईश भी मदीना में हुई थी, फिर आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने उनका जनाज़ा पढ़ने के बाद फरमाया , काश वो अपने पैदा होने की जगह पर ना मर कर किसी और मुल्क या शहर में मरता , एक शख्स ने अर्ज़ किया क्यूँ या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ? आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब कोई (मुस्लिम) शख्स अपने पैदाईश के मुक़ाम पर ना मर कर किसी और जगह मर जाए तो उसको अपने पैदाईश के मुक़ाम से लेकर मौत के मुक़ाम तक के फ़ासले की जगह जन्नत में दी जाएगी.
सुनन इब्न माज़ा,जिल्द-1,1614-हसन
सही इब्न हिब्बान,3010
-----------------------

مدینہ ہی میں پیدا ہونے والے ایک شخص کا مدینہ میں انتقال ہو گیا، تو نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے اس کی نماز جنازہ پڑھائی اور فرمایا: کاش کہ اپنی جائے پیدائش کے علاوہ سر زمین میں انتقال کیا ہوتا ایک شخص نے پوچھا: کیوں اے اللہ کے رسول؟ تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب آدمی کا انتقال اپنی جائے پیدائش کے علاوہ مقام میں ہوتا ہے، تو اس کی پیدائش کے مقام سے لے کر موت کے مقام تک جنت میں اس کو جگہ دی جاتی ہے-
سنن ابن ماجه،جلد-١,حديث-١٦١٤-حسن صحيح ابن حبان،حديث-٣٠١٠
-----------------------

✦ It was narrated that Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu said “A man died in Al- Madinah, and he was one of those who were born in Al-Madinah. The Prophet (ﷺ) offered the funeral prayer for him and said: “Would that he had died somewhere other than his birthplace.” A man among the people said: “Why, O Messenger of Allah?” He Sal-Allahu Alaihi wasallam said: If a (muslim) man dies somewhere other than his birthplace, a space will be measured for him in Paradise (as big as the distance) from the place where he was born to the place where he died.
Sunan Ibn Majah,Book-6,1614-Hasan
Sahih Ibn Hibban,3010
------------------------------

No comments:

Post a Comment