Search This Blog

Sunday 31 July 2016

Agar Nahusat kisi chiz me hoti to in 3 chizon me ho sakti thi lekin nahi hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Agar Nahusat kisi chiz me hoti to in 3 chizon me ho sakti thi lekin nahi hai 
------------------
✦ Hazrat Abdullah bin Umar radi allahu anhuma se riwayat hai ke Rasool Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke samne Nahusat ka zikr kiya gaya to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya, Agar  Nahusat kisi chiz mein hoti to un teen cheez mein hoti ghar, Aurat aur ghoda.
--------------------
✦ हजरत अब्दुल्ला बिन उमर रदि अल्लाहु अन्हुमा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम के सामने नहूसत का ज़िक्र किया गया तो आप सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फ़रमाया की अगर  नहूसत  किसी चीज में होती तो इन तीन चीजो में होती घर ,औरत और घाेडा !
--------------------
 عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما نے بیان کیا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے سامنے نحوست کا ذکر کیا گیا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اگر نحوست کسی چیز میں ہو تو گھر، عورت اور گھوڑے میں ہو سکتی ہے۔
--------------------
✦ Narrated Ibn `Umar: Evil omen was mentioned before the Prophet: The Prophet (ﷺ) said, "If there is evil omen in anything, it is in the house, the woman and the horse."
‏‏.‏
Refe:Sahih al-Bukhari 5094
-------------------
WAZAHAT: Islam mein kisi bhi chiz mein nahusat, Manhoos hona, bad-shaguni nahi hain. (Yani kisi chiz ke taraf se nuksan hona gayabana tor par) Nabi (saws) ne farmaya AGAR kisi chiz mein nahusat hoti thi to in 3 chizon mein ho sakti thi, lekin nahi hain.
---------------------------

No comments:

Post a Comment