Search This Blog

Saturday 30 July 2016

Har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai
-------------
✦ Abdullah bin Masud radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne faramya Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin par Dozakh ki aag haram hain aur wo aag par haram hain, har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai (un sab par dozakh ki aag haram hai)
Jamia Tirmizi,Jild 2,377-Hasan
--------------------
✦ अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया क्या मैं तुमको ऐसे लोगों के मुताल्लिक न बताऊँ जिन पर दोज़ख कीआग हराम है और वो आग पर हराम हैं , हर वो शख्स जो अपने करीब के लोगों के लिए आसानी और सहूलत पैदा करता है (उन सब पर दोज़ख की आग हराम है)
जामिया तिरिमिज़ी , जिल्द 2, हदीस 377-हसन
--------------------
 عبداللہ بن مسعود رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”کیا میں تمہیں ایسے لوگوں کی خبر نہ دوں جو جہنم کی آگ پر یا جہنم کی آگ ان پر حرام ہے؟ لوگوں کے قریب رہنے والے، آسانی کرنے والے، اور نرم اخلاق والے پر حرام ہے“
--------------------
✦ Abdullah bin Masud narrated that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:Shall I not inform you of whom the Fire is unlawful and he is unlawful for the Fire? Every person who is polite, and easy(to deal with) to thepeople near.
Jamia Tirmizi, Book 11, 2488-Hasan
-------------------------

No comments:

Post a Comment