Search This Blog

Friday 19 August 2016

Juma ke din ek khas waqt hota hai jab jo bhi koi khair ki dua maango qubul hoti hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Juma ke din ek khas waqt hota hai jab jo bhi koi khair ki dua maango qubul hoti ha
-----------------
✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Abu Al-Qasim (Yani Rasool-Allah) Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya juma mein ek ghadi aisee aati hai ki jo musalman bhi us waqt khada namaz padhe aur Allah se koi khair maange to Allah usko jarur dega
❗Sahih Bukhari, Jild 6, 5294
---------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की अबू अल-क़ासिम (यानी रसूल-अल्लाह)सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया ज़ूमा में एक घड़ी ऐसीआती है की जो मुसलमान भी उस वक़्त खड़ा होकर नमाज़ पढ़े और अल्लाह से कोई खैर माँगे तो अल्लाह सुबहानहु उसको ज़रूर देगा
❗सही बुखारी, जिल्द 6, 5294
-----------------
ابوالقاسم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جمعہ میں ایک گھڑی ایسی آتی ہے جو مسلمان بھی اس وقت کھڑا نماز پڑھے اور اللہ سے کوئی خیر مانگے تو اللہ اسے ضرور دے گا۔
---------------
✦ Narrated Abu Huraira Radi allahu anhu :Abul Qasim (the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) said, "There is an hour (or a moment) of particular significance on Friday. If it happens that a Muslim is offering a prayer and invoking Allah for some good at that very moment, Allah will grant him his request."
❗Sahih Bukhari, Book 63, Hadith 216
------------------------------

No comments:

Post a Comment