Search This Blog

Monday 12 September 2016

Jisney (Eid ki) Namaz se pahle Qurbani kar di ho usey dusra jaanwar badley me Qurbani karna chahiye

Bismillahhirrahmanirrahim
*Jisney (Eid ki) Namaz se pahle Qurbani kar di ho usey dusra jaanwar badley me Qurbani karna chahiye*
------------------------
✦Jundab Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne namaz parhney ke baad khutba diya phir Qurbani ki aur farmaya jisney (Eid ki) Namaz se pahle Qurbani kar di ho usey dusra jaanwar badley mein Qurbani karna chahiye aur jisney Namaz se pahley Qurbani na ki ho wo Allah ke naam se Qurbani karey.
*Sahih Bukhari, Vol 2, 985*
------------------------
✦जून्दुब रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायात है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने नमाज पढ़ने के बाद ख़ुत्बा दिया फिर क़ुरबानी की और फ़रमाया की जिसने ईद के नमाज से पहले क़ुरबानी करदी उसे चाहिए की दूसरा जानवर बदले में क़ुरबानी करे और जिसने नमाज से पहले क़ुरबानी ना की हो वो अल्लाह के नाम से क़ुरबानी करे
------------------------
✦جندب رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے فرمایا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے عید کے دن نماز پڑھنے کے بعد خطبہ دیا پھر قربانی کی۔ آپ نے فرمایا کہ جس نے نماز سے پہلے ذبح کر لیا ہوتو اسے دوسرا جانور بدلہ میں قربانی کرنا چاہیے اور جسنے نماز سے پہلے ذبح نہ کیا ہو وہ اللہ کے نام پر ذبح کرے۔
------------------------
✦Narrated Jundab Radi-Allahu-Anhu On the day of Nahr the Prophet offered the prayer and delivered the Khutba and then slaughtered the sacrifice and said,"Anybody who slaughtered (his sacrifice) before the prayer should slaughter another animal in lieu of it, and the one who has not yet slaughtered should slaughter the sacrifice mentioning Allah's name on it."
*Sahih Bukhari, Book 15, Number 101*
------------------------------

No comments:

Post a Comment