Search This Blog

Tuesday 21 March 2017

Aap farma dijiye ki main bhi tum jaisa ek bashar hu meri taraf yahi hukm aata hai ki Tumhara mabud ek hi (ALLAH) hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Aap farma dijiye ki main bhi tum jaisa ek bashar hu meri taraf yahi hukm aata hai ki Tumhara mabud ek hi (ALLAH) hai
-----------------------
✦(Eh Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Aap farma dijiye ki main bhi tum jaisa ek bashar hu meri taraf yahi hukm aata hai ki Tumhara mabud ek hi (ALLAH) hai phir usee ki taraf seedhe chale jao aur us se maafi maango, aur mushriko (shirk karne walo) ke liye halaqat hai.
Surah AL Fussilat (41),Aayat-6
-----------------------
✦ऐ मुहम्मद सल-अल्लाहु अलैही वसलम आप फ़रमा दिजीये की मै भी तुम जैसे एक बशर हु मेरी तरफ भी यही हुक्म आता है की तुम्हारा माबूद एक ही (अल्लाह)है फिर उसी के तरफ सीधे चले जाओ और उस से माफ़ी मांगो और मुशरिकों ( शिर्क करने वालो ) के लिए हलाकत है
सुरह अल फुसिलात(41),आयत-6
-----------------------
آپ ان سے کہہ دیں کہ میں بھی تم جیسا ایک آدمی ہوں میری طرف یہی حکم آتا ہے کہ تمہارا معبود ایک ہی ہے پھر اس کی طرف سیدھے چلے جاؤ اوراس سے معافی مانگو اور مشرکوں کے لیے ہلاکت ہے-
سورة فصلت(41)-6
-----------------------
✦Say (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ): "I am only a human being like you. It is revealed to me that your AIlah (God) is One AIlah (God - Allah), therefore take Straight Path to Him (with true Faith - Islamic Monotheism) and obedience to Him, and seek forgiveness of Him. And woe to Al-Mushrikun (the polytheists, idolaters, disbelievers in the Oneness of Allah).
Surah AL Fussilat (41),Verse-6
------------------------------
Islamic Quiz-195
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
(Eh Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Aap farma dijiye ki main bhi tum jaisa ek (-----------) hu meri taraf yahi hukm aata hai ki Tumhara mabud ek hi (ALLAH) hai phir usee ki taraf seedhe chale jao aur us se maafi maango, aur mushriko (shirk karne walo) ke liye halaqat hai.
❗No Option Today.
A) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
Bashar is the correct answer

No comments:

Post a Comment