Search This Blog

Tuesday 21 March 2017

WO apney padosi ko takleef na pahuchaye

Bismillahhirrahmanirrahim
WO apney padosi ko takleef na pahuchaye
-----------------------
✦Abu Huraira Radhi Allahu Anhu se riwayat hai ki Rasooll Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh Allah aur uskey Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney padosi ko takleef na pahuchaye.
Sahih Bukhari,Jild-7,5185
-----------------------
✦अबु हुरैरा रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया जो सख्स अल्लाह और उसके क़यामत के दिन पर यकीन रखता हो वो अपने पड़ोसी को तकलीफ ना पहुचाये
सही बुखारी,जिल्द-7,5185*
-----------------------
ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ نے کہا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جو شخص اللہ اور قیامت کے دن پر ایمان رکھتا ہو وہ اپنے پڑوسی کو تکلیف نہ پہنچائے-
سحى بخارى، جلد-7، 5185
-----------------------
✦Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi  wasallam said, "Whoever believes in Allah and the Last Day should not hurt (trouble) his neighbor.
Sahih Bukhari,Book 62,No-114
-----------------------------
Islamic Quiz-196
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Abu Huraira Radhi Allahu Anhu se riwayat hai ki Rasooll Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh Allah aur uskey Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney padosi
A) Ko Itwar ke din Roza rakhny ko kahey
B) Ko Magrib mumalik me safar na karney ko kahey
C) ko takleef na pahuchaye
D) Ko Asar aur Magrib ke darmayan khaas namaz pdhny ko kahey
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
C is the correct answer

No comments:

Post a Comment