Search This Blog

Wednesday 15 March 2017

Haalanki jannat ki khushbu 40 baras ki raah se malum hoti hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Haalanki jannat ki khushbu 40 baras ki raah se malum hoti hai
-----------------------
✦Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh kisi aisee jaan ko maar daley jiska ahad kar chuka ho (uske Jaan ki amaan de chuka ho) to phir wo jannat ki khushbu bhi nahi paa sakega haalanki jannat ki khushbu 40 baras ki raah se malum hoti hai.
Sahih Bukhari,Jild-8,6914
-----------------------
✦अब्दुल्ला बिन अम्र रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसलम ने फरमाया जो सख्स किसी ऐसे जान को मार डाले जिसका अहद कर चुका हो(उसके जान की अमान दे चुका हो) फिर वो जन्नत की खुशबु भी नही पा सकेगा हालाकी जन्नत की खुश्बू 40 बरस की राह से मालूम होती है
सही बुखारी,जिल्द-8,6914
-----------------------
عبداللہ بن عمرو رضی اللہ عنہما فرماتے ہیں کہ آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو شخص ایسی جان کو مارڈاے جس سے عہد کر چکا ہو ( اس کی امان دے چکا ہو ) جیسے ذمی کافر کو تو وہ جنت کی خوشبو بھی نہ سونگھے گا( چہ جائے کہ اس میں داخل ہو ) حالانکہ بہشت کی خوشبو چالیس برس کی راہ سے معلوم ہوتی ہے-
سحى بخارى،جلد-8، 6914
-----------------------
✦Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Whoever killed a Mu'ahid (a person who is granted the pledge of protection by the Muslims) shall not smell the fragrance of Paradise though its fragrance can be smelt at a distance of forty years (of traveling)."
Sahih Bukhari,Volume-9,Book-83,49
-----------------------------
Islamic Quiz-191
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh kisi aisee jaan ko maar daley jiska ahad kar chuka ho (uske Jaan ki amaan de chuka ho) to phir wo jannat ki khushbu bhi nahi paa sakega haalanki jannat ki khushbu (-------) baras ki raah se malum hoti hai.
A) 10
B) 7
C) 40
D) 100
E) ~Inmey se koi nahi~
-----------------------------
C is the correct answer

No comments:

Post a Comment