Search This Blog

Wednesday, 15 March 2017

Allah ki bandagi karo aur kisi ko iska sharik na karo

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah ki bandagi karo aur kisi ko iska sharik na karo
-----------------------
✦Allah ki bandagi karo aur kisi ko iska sharik na karo aur Maa baap ke saath neki karo aur rishtedaro aur yateemo aur miskeeno aur qareebi humsayo aur ajnabi humsayo aur paas baithne walo aur musafiro aur ghulamo ke saath bhi neki karo, beshak Allah itrane wale aur fakhr (ghamand) karne walo ko pasand nahi karta.
AL Quran,Surah An-Nisa(4),Aayat-36
-----------------------
✦अल्लाह की बंदगी करो और किसी को इसका शरीक ना करो और मां बाप के साथ नेकी करो और रिश्तेदारों और यतीमों  और मिस्कीनों  और क़रीबी हमसायों  और अजनबी हमसायों  और पास बैठने वालो और मुसाफिरों  और गुलामों  के साथ भी नेकी करो,बेशक अल्लाह इतराने वाले  और फख्र (घमंड)करने वालो को पसंद नही करता
अल क़ुरान,सुराह अन-निसा,(4),आयत-36
-----------------------
اور الله کی بندگی کرو اورکسی کو اس کا شریک نہ کرو اور ماں باپ کے ساتھ نیکی کرو اور رشتہ داروں اور یتیموں اور مسکینوں اور قریبی ہمسایہ اور اجنبی ہمسایہ اور پاس بیٹھنے والے اور مسافر او راپنے غلاموں کے ساتھ بھی نیکی کرو بے شک الله اترانے والے بڑائی کرنے والے کو پسند نہیں کرتا-
سورة النساء،(4)-36
-----------------------
✦Worship Allah and join none with Him(in worship); and do good to parents, kinsfolk, orphans, Al-Masakin (the poor), the neighbour who is near of kin, the neighbour who is a stranger, the companion by your side, the wayfarer (you meet), and those (slaves) whom your right hands possess. Verily, Allah does not like such as are proud and boastful.
AL Quran,Surah An-Nisa (4),Verse-36
------------------------------
Islamic Quiz-190
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Allah ki bandagi karo aur kisi ko iska sharik na karo aur Maa baap ke saath neki karo aur rishtedaro aur yateemo aur miskeeno aur qareebi humsayo aur ajnabi humsayo aur paas baithne walo aur musafiro aur ghulamo ke saath bhi neki karo, beshak Allah itrane wale aur fakhr (ghamand) karne walo ko pasand nahi karta.
Ye Aayat kis Surat se li gyi hai ?
A) Al~Burooj
B) At~Tariq
C) Al~Aala
D) Al~Fajr
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
E is the correct answer

No comments:

Post a Comment