Search This Blog

Monday, 13 March 2017

Jo kuch Aasmano aur jo kuch zameen mein hai sab usi ka hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Jo kuch Aasmano aur jo kuch zameen mein hai sab usi ka hai
-----------------------
✦ALLAH ke siwa koi ibadat ke layaq nahi,Zinda hamesha rahne wala,use na ungh aati hai na neend,jo kuch Aasmano aur jo kuch zameen mein hai sab usi ka hai,kaun hai jo uski ejazat ke bagair us sey sifarish kar sake,jo kuch logo ke ru baru (samne) ho raha hai aur jo kuch unke peeche ho chuka hai usey sab malum hai aur wo uske malumat mein se kisi cheez par dastaras hasil nahi kar sakte magar jitna ke wo chahe,uski baadshahi Aasman aur zameen sab par hawi hai aur use unki hifazat kuch bhi dushwar nahi wo bada Aali rutba aur Jaleel ul Qadr hai.
Al Quran Surah Al Baqara(2),Aayat-255
-----------------------
✦अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक नहीं , जिंदा हमेशा रहने वाला ,उसको ना ऊंघ आती है ना नींद ,जो कुछ आसमानों में और जो कुछ ज़मीन में है सब उसी का है ,कौन है जो उसकी इजाज़त के बगैर उस से सिफारिश कर सके,जो कुछ लोगों के रूबरू (सामने) हो रहा है और जो कुछ उनके पीछे हो चूका है उसे सब मालूम है ,और वो उसके मालूमात में से किसी चीज़ पर दस्तरस हासिल नहीं कर सकते मगर जितना के वो चाहे ,उसकी बादशाहत आसमान और ज़मीन सब पर हावी है ,और उसे उनकी हिफाज़त कुछ भी दुशवार नहीं ,वो बड़ा आली रुतबा और जलील और क़दर है
अल-कुरान,सुरह अल-बक़रा(2),आयत-255
-----------------------
الله کے سوا کوئی معبود نہیں زندہ ہے سب کا تھامنے والا نہ اس کی اونگھ دبا سکتی ہے نہ نیند آسمانوں اور زمین میں جو کچھ بھی ہے سب اسی کا ہے ایسا کون ہے جو اس کی اجازت کے سوا اس کے ہاں سفارش کر سکے مخلوقات کے تمام حاضر اور غائب حالات کو جانتا ہے اور وہ سب اس کی معلومات میں سے کسی چیز کا احاطہ نہیں کر سکتے مگر جتنا کہ وہ چاہے اس کی کرسی نے سب آسمانوں اور زمین کو اپنے اندر لے رکھا ہے اور الله کو ان دونوں کی حفاظت کچھ گراں نہیں گزرتی اور وہی سب سے برتر عظمت والا ہے
سورة البقرة(2)-255
-----------------------
✦ALLAH! La ilaha illa Huwa (none has the right to be worshipped but He),Al-Hayyul-Qayyum (the Ever Living,the One Who sustains and protects all that exists).Neither slumber nor sleep overtakes Him.To Him belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth.Who is he that can intercede with Him except with His Permission?He knows what happens to them (His creatures) in this world, and what will happen to them in the Hereafter.And they will never compass anything of His Knowledge except that which He wills.His Kursi extends over the heavens and the earth,and He feels no fatigue in guarding and preserving them.And He is the Most High, the Most Great.
Surah Al Baqara(2),Verse-255
------------------------------
Islamic Quiz-189
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Inmey se kaun sa option aayat-ul-kursi se nahi liya gaya hai ?
A) Aur humney tumhey zameen me jagah di aur us me tumharey zindagi ka saman bana diya, tum bahut km shukar kartey ho
B) ALLAH ke siwa koi ibadat ke layaq nahi,Zinda hamesha rahne wala,use na ungh aati hai na neend,
C) jo kuch logo ke ru baru (samne) ho raha hai aur jo kuch unke peeche ho chuka hai usey sab malum hai
D) ~Inmey se koi nahi~
E) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
A is the correct answer

No comments:

Post a Comment