Search This Blog

Tuesday 4 April 2017

Beshak Deen to ALLAH ke nazdeek islam hi hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Beshak Deen to ALLAH ke nazdeek islam hi hai
-----------------------
✦Beshak Deen to ALLAH ke nazdeek islam hi hai, aur Ahl-e-kitab ( yahud o nasara) ne jo ( is deen mein) ikhtilaf kiya to ilm hone ke baad aapas ki zidd se kiya aur jo shakhs Allah ki aayaton ko na maane to Allah jald hisab lene wala hai.Phir bhi agar ye log tumse jhagadne lage to kahna ki main to Allah ka farmabardar ho chuka aur wo log bhi jo mere saath hain, Aur Ahl-e-kitab aur anpadh (jahil) logo se kah do ki kya tum bhi Islam late ho? Agar ye log Islam le aaye to beshak hidayat pa le aur agar na mane to tumhara kaam sirf Allah ka paigham pahucha dena hai aur Allah bando ko dekh raha hai
Al Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Aayat-19-20
-----------------------
✦बेशक दीन तो अल्लाह के नजदीक इस्लाम ही है और अहल-ए-किताब (यहूद ओ नसारा) ने जो (इस दीन में) इख्तिलाफ किया तो इल्म होने के बाद आपस की जिद्द से किया और जो सख्स अल्लाह की आयतों को ना माने तो अल्लाह जल्द हिसाब लेने वाला है  फिर भी अगर ये लोग तुमसे झगड़ने लगे तो कहना की मै तो अल्लाह का फरमाबरदार हो चुका और वो लोग भी जो मेरे साथ हैं और अहल-ए-किताब और अनपढ़ (ज़ाहिल) लोगो से कह दो की क्या तुम भी इस्लाम लाते हो?अगर ये लोग इस्लाम ले आये तो बेशक हिदायत पा ले और अगर ना माने तो तुम्हारा का काम सिर्फ  अल्लाह का काम पहुचा देना है और अल्लाह बन्दों को देख रहा है
अल क़ुरान,सुरह अल इमरान(3),आयत-19-20
-----------------------
بےشک دین الله کے ہاں فرمابرداری ہی ہے اور جنہیں کتاب دی گئی تھی انہوں نے صحیح علم ہونے کے بعد آپس کی ضد کےباعث اختلاف کیا اور جو شخص الله کے حکموں کا انکار کرے تو الله جلد ہی حساب لینے والا ہے-پھربھی اگر تجھ سے جھگڑیں تو ان سے کہہ دے کہ میں نے اپنا منہ الله کے تابع کیا ہے ان لوگوں نے بھی جومیرے ساتھ ہیں اور ان لوگوں سے کہہ دے جنہیں کتاب دی گئی ہے اور انپڑھوں سے آیا تم بھی تابع ہوتے ہو پھر اگر وہ تابع ہو گئے تو انہوں نے بھی سیدھی راہ پالی اور اگر وہ منہ پھیریں تو تیرے ذمہ فقط پہنچا دینا ہے اور الله بندوں کو خوب دیکھنے والا ہے-
سورة آل عمران(3)-19-20
-----------------------
✦Truly, the religion with Allah is Islam. Those who were given the Scripture (Jews and Christians) did not differ except, out of mutual jealousy, after knowledge had come to them.And whoever disbelieves in the Ayat (proofs, evidence, verses, signs, revelations, etc.) of Allah,then surely, Allah is Swift in calling to account.So if they dispute with you say: "I have submitted myself to Allah (in Islam), and (so have) those who follow me." And say to those who were given the Scripture (Jews and Christians) and to those who are illiterates : "Do you (also) submit yourselves (to Allah in Islam)?" If they do, they are rightly guided; but if they turn away, your duty is only to convey the Message; and Allah is All-Seer of (His) slaves .
Al Quran,Surah Aal-e-Imran(3),Verse 19-20
------------------------------
Islamic Quiz-209
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Ye aayat kis Surat se li gyi hai ?
Beshak Deen to ALLAH ke nazdeek islam hi hai, aur Ahl-e-kitab ( yahud o nasara) ne jo ( is deen mein) ikhtilaf kiya to ilm hone ke baad aapas ki zidd se kiya aur jo shakhs Allah ki aayaton ko na maane to Allah jald hisab lene wala hai
A) An Nissa
B) Al Maida
C) Al Araaf
D) Al Anaam
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
-----------------------------
E is the correct answer

No comments:

Post a Comment