Search This Blog

Saturday, 6 May 2017

Allah usey aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah usey aisey rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho 
-----------------------
★Jo ALLAH se darta hai , ALLAH uske liye (pareshaniyon se) nijat ka rasta nikal deta hai aur aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho aur jo ALLAH par bharosa karta hai to wo usko kaafi hai, Beshak ALLAH apna hukm pura karne wala hai , ALLAH ne har cheez ke liye ek andaza muqarrar kar rakha hai.
Surah At-Talaq(65),Aayat-2-3 
-----------------------
★जो अल्लाह से डरता है , अल्लाह उसके लिए (परेशानियों से) निजात का रास्ता निकाल देता है और ऐसे रिज़क़ आता फरमाता है जहाँ से उसे गुमान भी ना हो और जो अल्लाह पर भरोसा करता है तो वो उसको काफ़ी है, बेशक अल्लाह अपना हुक्म पूरा करने वाला है , अल्लाह ने हर चीज़ के लिए एक अंदाज़ा मुक़र्रर कर रखा है
अल क़ुरान,सुराह अत-तलाक़(65),आयत-2-3
-----------------------
جو الله سے ڈرتا ہے الله اس کے لیے نجات کی صورت نکال دیتا ہے-اور اسے رزق دیتا ہے جہاں سے اسے گمان بھی نہ ہو اور جو الله پر بھروسہ کرتاہے سو وہی اس کو کافی ہے بے شک الله اپنا حکم پورا کرنے والا ہے الله نے ہر چیز کے لیے ایک اندازہ مقرر کر دیا ہے-
سورة الطلاق(٦٥)،آیت-٣-٢
-----------------------
★And whoever fears Allah - He will make for him a way out (from every difficulty). And He will provide him sustenance from where he does not expect. And whosoever puts his trust in Allah, then He will suffice him. Verily, Allah will accomplish his purpose. Indeed Allah has set a measure for all things.
Surah At-Talaq(65),Verse-2-3 
------------------------------
Islamic Quiz-239
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Kaun si aayat surah At-Talaq se li gyi hai ?
A) Phir dohra ker do do baar dekhley teri nigah teri taraf zalil(o-aajiz) hoker thaki hui lot aayegi.Be-shak hum ney aasman duniya ko chiraghon (sitaron) say aarasta kiya aur enehn shetanon kay maarnay ka zariya bana diya aur shetanon kay liye hum ney (dozakh ka jalanay wala) azab tayyar kerdiya.
B) (aey nabi ki dono biwiyo!) agar tum dono Allah kay samney tauba kerlo (to boht behtar hai) yaqeenan tumharay dil jhuk paren hain aur agar tum nabi kay khilaf aik doosray ki madad kero gi pus yaqeenan uss ka kaar saaz Allah hai aur jibraeel hain aur nek ehal-e-eman aur inn kay ilawa farishtay bhi madad kerney walay hain.
C) Jo ALLAH se darta hai , ALLAH uske liye (pareshaniyon se) nijat ka rasta nikal deta hai aur aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho aur jo ALLAH par bharosa karta hai to wo usko kaafi hai, Beshak ALLAH apna hukm pura karne wala hai , ALLAH ne har cheez ke liye ek andaza muqarrar kar rakha hai.
D) Upar ke sab sahi hai.
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
C is the correct answer

2 comments:

  1. Maine quraan me check Kiya waha rizk ka zikr nhi talaq ka zikr hai Aisa Kyu?

    ReplyDelete