Search This Blog

Saturday 6 May 2017

Shaban ka mahina wo mahina jiski barkat se log gafil hain

Bismillahhirrahmanirrahim
Shaban ka mahina wo mahina jiski barkat se log gafil hain
-----------------------
★Usamah bin Zaid Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki unhone Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam se daryaft kiya ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam main aapko Shaban ke mahine ke alawa kisi aur mahine mein is tarah se(pabandi ke saath) roze rakhte huye nahi dekhta , Aap Sal-AllahuAlaihi wasallam ne farmaya ye mahina wo mahina jiski barkat se log gafil hain , aur Rajab aur Ramzan ke mahine ke beech mein ye wo mahina hai jismein aamal Allah subhanahu ke paas uthaye jaate hain aur meri khwahish hai ki mera amal us waqt pesh ho jis waqt mere roza ho.
Sunan Nasaii,Jild-2,268-Hasan
-----------------------
★उसामा बिन ज़ैद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की उन्होने रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम से पूछा की या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम मैं आपको किसी और महीने में इतने रोज़े रखते हुए नही देखता जितने शाबान के महीने में , आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया ये महीना वो महीना जिसकी बरकत से लोग गाफील हैं , और रजब और रमज़ान के महीने के बीच में ये वो महीना है जिसमें आमाल अल्लाह सुबहानहु के पास उठाए जाते हैं और मेरी ख्वाहिश है की मेरा अमल उस वक़्त पेश हो जिस वक़्त मेरे रोज़ा हो
सुनन नसाई,जिल्द-2,268-हसन
-----------------------
اسامہ بن زید رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ میں نے عرض کیا: اللہ کے رسول! جتنا میں آپ کو شعبان کے مہینے میں روزہ رکھتے ہوئے دیکھتا ہوں اتنا کسی اور مہینے میں نہیں دیکھتا، آپ نے فرمایا: ”رجب و رمضان کے درمیان یہ ایسا مہینہ ہے جس سے لوگ غفلت برتتے ہیں، یہ ایسا مہینہ ہے جس میں آدمی کے اعمال رب العالمین کے سامنے پیش کئے جاتے ہیں، تو میں چاہتا ہوں کہ جب میرا عمل پیش ہو تو میں روزہ سے رہوں“۔
سنن نسائی،جلد-٢، ٢٦٨-حسن
-----------------------
★Usamah bin Zaid Radi Allahu Anhu said I said: O Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam I do not see you fasting any month as much as Shaban.He Sal-Allahu Alaihi wasallam said: That ( Shaban) is a month to which people do not pay much attention, between Rajab and Ramadan. It is a month in which the deeds are taken up to the Lord of the worlds, and I like that my deeds be taken up when I am fasting.
Sunan Nasaii,Book-22,2359-Hasan
------------------------------

No comments:

Post a Comment