Bismillahhirrahmanirrahim
Har mahine 13,14, aur 15 ke roze rakhne ka sawab hamesha roze rakhne ke barabar hai
-----------------------
-----------------------
★Qatadah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam hum ko Ayyam Al-baid yani har mahine mein 13,14, aur 15 tarikh ke roze rakhne ka hukm farmate aur ye bhi farmaya ki iska sawab itna hai jitna hamesha roze rakhne ka.
Sunan Abu Dawud,Jild 2,677-Sahih
-----------------------
Sunan Abu Dawud,Jild 2,677-Sahih
-----------------------
★क़तादा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम हमको अय्याम अल-बैद यानी हर महीने 13,14, और 15 तारीख के रोज़े रखने का हुक्म फरमाते और ये भी फरमाया की इसका सवाब इतना है जितना हमेशा रोज़े रखने का है
सुनन अबू दाऊद,जिल्द-2,677–सही
-----------------------
सुनन अबू दाऊद,जिल्द-2,677–सही
-----------------------
قتادہ بن ملحان قیسی رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم ہمیں ایام بیض یعنی تیرھویں ، چودھویں اور پندرھویں تاریخوں میں روزے رکھنے کا حکم فرماتے ، اور فرماتے : ” یہ پورے سال روزے رکھنے کے مثل ہے “ ۔
سنن ابی داؤد،جلد-٢، ٢٤٤٣-صحیح
-----------------------
سنن ابی داؤد،جلد-٢، ٢٤٤٣-صحیح
-----------------------
★Narrated Qatadah Radi Allahu Anhu The Messenger of Allah (ﷺ) used to command us to fast the days of the white (nights): thirteenth, fourteenth and fifteenth of the month. He said: This is like keeping perpetual fast.
Sunan Abu Dawud,Book-13,2443-Sahih
------------------------------
Sunan Abu Dawud,Book-13,2443-Sahih
------------------------------
Islamic Quiz-248
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Qatadah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam hum ko Ayyam Al-baid yani har mahine mein (--------) tarikh ke roze rakhne ka hukm farmate aur ye bhi farmaya ki iska sawab itna hai jitna hamesha roze rakhne ka ?
A) 13
B) 14
C) 15
D) Upar ke sab sahi hai.
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
------------------------------
D is the correct answer
No comments:
Post a Comment