Search This Blog

Wednesday 10 May 2017

jisne imaan ke saath sawab ki niyat se Ramadhan ke roze rakhe uske pichle sare gunah bakhsh diye jayenge

Bismillahhirrahmanirrahim
jisne imaan ke saath sawab ki niyat se Ramadhan ke roze rakhe uske pichle sare gunah bakhsh diye jayenge
-----------------------
★Abu huraira Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisne imaan ke saath sawab ki niyat se Ramazan ke sare roze rakhe uske pichle sare gunah bakhsh diye jayenge.
Sunan Ibn Majah,Jild-1,1641-Sahih
-----------------------
★अबू हुरैरा रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फरमाया जिसने ईमान के साथ सवाब की नियत से रमज़ान के सारे रोज़े रखे उसके पिछले सारे गुनाह बख़्श दिए जाएँगे
सुनन इब्न माजा,जिल्द-1,1641-सही
-----------------------
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جس نے ایمان کے ساتھ ثواب کی نیت سے رمضان بھر کے روزے رکھے اس کے سابقہ گناہ بخش دیئے جائیں گے ۔
سنن اِبْن ماجہ،جلد-١،حدیث-١٦٤١-صحیح
-----------------------
★It was narrated from Abu Hurairah radi allahu anhu that the Messenger of Allah peace be upon him said whoever fasts Ramadan out of faith and the hope of reward will be forgiven his previous sins.
Sunan Ibn Majah,Vol-1,Book 7,1641-Sahih
------------------------------
Islamic Quiz-247
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Abu huraira Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisne imaan ke saath sawab ki niyat se (------------) ke sare roze rakhe uske pichle sare gunah bakhsh diye jayenge.
A) Ramzan
B) Shaban
C) Shawwal
D) Safar
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
A is the correct answer

No comments:

Post a Comment