Search This Blog

Wednesday 3 May 2017

Kaash zalim log jo baat azab ke waqt dekhnge (usey) abhi dekh letey ki sab Quwwat Allah subhanahu hi ke liye hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Kaash zalim log jo baat azab ke waqt dekhnge (usey) abhi dekh letey ki sab Quwwat Allah subhanahu hi ke liye hai
-----------------------
★Aur aise log bhi hain jinhone Allah subhanahu ke siwa aur shareek bana rakhe hain jinse aisee Muhabbat rakhte hain jaise ki Allah subhanahu se rakhni chahiye aur Imaan walon ko to Allah subhanahu hi se zyada Muhabbat hoti hai aur Kaash zalim log jo baat azab ke waqt dekhnge (usey) abhi dekh letey ki sab Quwwat Allah subhanahu hi ke liye hai aur Allah sakht azab dene wala hai.
Surah Al-Baqara(2),Aayat-165
-----------------------
★और ऐसे लोग भी हैं जिन्होने अल्लाह सुबहानहु  के सिवा  और शरीक बना रखे हैं जिनसे ऐसी मुहब्बत रखते हैं जैसे की अल्लाह सुबहानहु से रखनी चाहिए और ईमान वालों को तो अल्लाह सुबहानहु ही से ज़्यादा मुहब्बत होती है और काश ज़ालिम लोग जो बात अज़ाब के वक़्त देखेंगे (उसे) अभी देख लेते की सब क़ुव्वत (ताक़त) अल्लाह सुबहानहु ही के लिए है और अल्लाह सख़्त अज़ाब देनेवाला है.
सुराह अल-बक़रा(2),आयत-165
-----------------------
لوگوں میں بعض ایسے بھی ہیں جو اﷲ کے غیروں کو اﷲ کا شریک ٹھہراتے ہیں اور ان سے”اﷲ سے محبت“ جیسی محبت کرتے ہیں، اور جو لوگ ایمان والے ہیں وہ (ہر ایک سے بڑھ کر) اﷲ سے بہت ہی زیادہ محبت کرتے ہیں، اور اگر یہ ظالم لوگ اس وقت کو دیکھ لیں جب (اُخروی) عذاب ان کی آنکھوں کے سامنے ہوگا (توجان لیں) کہ ساری قوتوں کا مالک اﷲ ہے اور بیشک اﷲ سخت عذاب دینے والا ہے-
سورة البقرة(2)، 165
-----------------------
★And of mankind are some who take (for worship) others besides Allah as rivals (to Allah). They love them as they love Allah. But those who believe, love Allah more (than anything else). If only, those who do wrong could see, when they will see the torment, that all power belongs to Allah and that Allah is Severe in punishment.
Surah Al-baqara(2),Verse-165
------------------------------
Islamic Quiz-231
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Aur aise log bhi hain jinhone Allah subhanahu ke siwa aur shareek bana rakhe hain jinse aisee Muhabbat rakhte hain jaise ki Allah subhanahu se rakhni chahiye aur Imaan walon ko to Allah subhanahu hi se zyada Muhabbat hoti hai aur Kaash zalim log jo baat azab ke waqt dekhnge (usey) abhi dekh letey ki sab Quwwat Allah subhanahu hi ke liye hai aur Allah sakht azab dene wala hai.
Ye aayat kis Surat se li gyi hai ?
A) Al Baqara
B) Al Imran
C) At Tawba
D) Ar'Raad
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
A is the correct answer

No comments:

Post a Comment