Search This Blog

Thursday, 4 May 2017

Mujhe teen baato ki waseeyat farmayee

Bismillahhirrahmanirrahim
Mujhe teen baato ki waseeyat farmayee
-----------------------
★Abu Zarr Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allalhu Alaihi wasallam ne mujhe teen baato ki waseeyat farmayee jo main in sha Allah kabhi nahi chorhunga , pahla Chasht (Duha)ki namaz padhne ki aur dusra sone se pahle witr ki namaz ada kar lene ki aur teesra har mahine 3 din roza rakhne ki.
Sunan Nasaii,Jild-2,315-Sahih
-----------------------
★अबू ज़र रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाहसल-अल्लाहु अलैही वसल्लम ने मुझे तीन बातो की वसीयत फरमाई जो मैं इन-शा-अल्लाह कभी नही छोडूंगा , पहला चाश्त (दूहा) की नमाज़ पढ़ने की और दूसरा सोने से पहले वित्र की नमाज़ अदा कर लेने की और तीसरा हर महीने 3 दिन रोज़ा रखने की
सुनन नसाई,जिल्द-2,315-सही
-----------------------
ابوذر رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ میرے حبیب صلی اللہ علیہ وسلم نے مجھے تین باتوں کی وصیت کی ہے میں انہیں ان شاءاللہ کبھی چھوڑ نہیں سکتا: آپ نے مجھے صلاۃ الضحیٰ ( چاشت کی نماز ) پڑھنے کی وصیت کی، اور سونے سے پہلے وتر پڑھنے کی، اور ہر مہینے تین دن روزہ رکھنے کی۔
سنن نسائی،جلد-2، 315-سحى
-----------------------
★It was narrated that Abu Dharr said: My beloved Prophet advised me to do three things which I will never give up, if Allah wills. He advised me to pray Duha, to pray Witr before sleeping, and to fast three days of each month."
Sunan Nasaii,Book-22,2406-Sahih
------------------------------
Islamic Quiz-233
⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
Abu Zarr Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allalhu laihi wasallam ne mujhe (--------) baat/baato ki waseeyat farmayee jo main in sha Allah kabhi nahi chorhunga ?
A) 1
B) 2
C) 3
D) 4
E) ~Inmey se koi nahi~
F) Sahi Jawab ka intejar hai
------------------------------
D is the correct answer

No comments:

Post a Comment