Search This Blog

Wednesday 14 February 2018

Agar koi musalman koi darakht lagata hai aur is darakht se koi insaan ya janwar khata hai to...

Bismillahhirrahmanirrahim
Agar koi musalman koi darakht lagata hai aur is darakht se koi insaan ya janwar khata hai to...
-----------------------
★Anas Bin Malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar koi musalman koi darakht lagata hai aur is darakht se koi insaan ya janwar khata hai to lagane wale ke liye wo sadqa hota hai(yani jab tak koi isme se khayega sadqe ka sawab milta rahega).
Sahih Bukhari,Jild-7,Hadith-6012
-----------------------
★अनस बिन मलिक रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया अगर कोई मुसलमान कोई दरख्त लगाता है औऱ इस दरख़्त से कोई इंसान या जानवर खाता है तो लगाने वाले के लिए वो सदक़ा होता है (यानी जब तक कोई इसमें से खायेगा सदके का सवाब मिलता रहेगा)
सही बुखारी,जिल्द-7,हदिस-6012
-----------------------
انس بن مالک رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا”اگر کوئی مسلمان کسی درخت کا پودا لگاتا ہے اور اس درخت سے کوئی انسان یا جانور کھاتا ہے تو لگانے والے کے لیے وہ صدقہ ہوتا ہے۔“
صحيح بخارى،جلد-٧،حديث-٦٠١٢
-----------------------
★Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "If any Muslim plants any plant and a human being or an animal eats of it, he will be rewarded as if he had given that much in charity."
Sahih Bukhari,Book-73,Hadith-41
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment