Search This Blog

Tuesday 13 February 2018

Mayyat ke saath 3 cheezain jati hai aur 2 wapas aa jati hain

Bismillahhirrahmanirrahim
Mayyat ke saath 3 cheezain jati hai aur 2 wapas aa jati hain
-----------------------
★Anas Bin Malik Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mayyat ke saath 3 cheezain chalti hain 2 wapas aa jati hai sirf ek kaam uske saath rah jata hai uske saath uske gharwale , uska maal aur uska Aamal chalta hai gharwale aur uska maal to wapas aaa jate hain aur uska amal uske saath baki rah jata hai.
Sahih bukhari,Jild-7,Hadith-6514
-----------------------
★अनस बिन मलिक रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने फरमाया मैयत के साथ तीन चीजें चलती हैं दो वापस आ जाती हैं सिर्फ एक काम उसके साथ रह जाता है , उसके साथ उसके घरवाले उसका माल और उसका आमाल चलता है घरवाले और उसका माल तो वापस आ जाते है और उसका अमल उसके साथ बाकी रह जाता है
सही बुखारी,जिल्द-7,हदिस-6514
-----------------------
انس بن مالک رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا میت کے ساتھ تین چیزیں چلتی ہیں دو تو واپس آجاتی ہیں صرف ایک کام اسکے ساتھ رہ جاتا ہے ، اس کے ساتھ اس کے گھر والے اس کا مال اور اس کا عمل چلتا ہے اس کے گھر والے اور مال تو واپس آ جاتا ہے اور اس کا عمل اس کے ساتھ باقی رہ جاتا ہے-
صحيح بخارى،جلد-٧،حديث-٦٥١٤
-----------------------
★Narrated Anas bin Malik Radiallahu anhu The Prophet Peace be upon him said When carried to his grave, a dead person is followed by three, two of which return (after his burial) and one remains with him:his relative, his property, and his deeds follow him; relatives and his property go back while his deeds remain with him.
Sahih Bukhari,Book-76,Haith-521
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment