Search This Blog

Monday 28 May 2018

Seerat Quiz-50

⏰ Part 50 of 1800 Seerat Quiz ⏰
# Jazeeratul-Arab mein Yahood ke kam az kam do (2) adwaar hain, Pahla daur us waqt se ta'lluq rakhta hei jab Palestine mein Baabul aur Aashur ki hukoomat ki futoohaat ke sabab Yahoodion ko tark-e-watan karna para. Is hukoomat ki sakht giri aur (--------) ke haathon Yahoodi bastion ki tabaahi wa viraani unke Heikal ki barbaadi aur unki aksariyyat ki mulk Babul ko jila watni ka nateeja veh hua ki Yahood ki ek jama'at Palestine chhod kar Hijaaz ke shumaali atraaf mein jaa busi.
A) Amr ibn luhay
B) Bukhtanassar
C) Saamri
D) Abraha
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai
# The migration of the Jews from Palestine to Arabia passed through two phases: first, as a result of the pressure to which they were exposed, the destruction of the their temple, and taking most of them as captives to Babylon, at the hand of the King (---------) ?
A) Amr ibn luhay
B) Bukhtanassar
C) Saamri
D) Abraha
E) None of the above
F) Waiting for the the right answer

-----------------------------------------------------------
B is the correct answer

No comments:

Post a Comment