Search This Blog

Monday, 9 July 2018

Har namaz ke waqt ek munadi bheja jata hai aur wo kahta hai eh bani Adam utho apne liye jo aag jalayee hai

Bismillahhirrahmanirrahim

Har namaz ke waqt ek munadi bheja jata hai aur wo kahta hai eh bani Adam utho apne liye jo aag jalayee hai
-----------------------

★Abdullah bin Masood Radi Allahu Anhu se rivayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya har namaz ke waqt ek munadi bheja jata hai aur wo kahta hai eh bani Adam utho apne liye jo aag jalayee hai usay bujha do, log khade hote hain aur Wuzu Karte hain to unki ankho se unki khatayein gir jati hain aur Namaz padhte hai to unke do namazon ke darmiyan ke gunah baksh diye jaate hain, phir jab zohar ka waqt hota hai to phir se munadi aawaz deta hai Eh bani Adam utho tumne apne liye jo aag jalayee hai usko bujha do,  wo khade hote hain ,wuzu karte hain aur namaz padhte hai to phir se darmiyani waqt ke gunah maaf ho jaate hain, phir jab Asar ka waqt aata hai to usee tarah hota hai aur jab Magrib ka waqt hota hai to usee tarah hota hai, Jab Isha ka waqt hota hai to usi tarah hota hai, phir wo so jaate hain aur unke gunaah baksh diye gaye hote hain, phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya is tarah koi khair (bhalayee) mein dub jata hai koi Shar (burayee) mein dub jata hai.
Al-Silsila As-Sahiha,Hadith-785
-----------------------

★अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत हैं की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हर नमाज़ के वक़्त एक मुनादी भेजा जाता है और वो कहता है एह बनी आदम उठो अपने लिए जो आग जलाई है उसे बुझा दो, लोग खड़े होते हैं और वज़ु करते हैं तो उनकी आँखो से उनकी खताएं गिर जाती हैं और नमाज़ पढ़ते है तो उनके दो नमाज़ों के दरमियाँ के गुनाह बख्स दिए जाते हैं, फिर जब ज़ोहर का वक़्त होता है तो फिर से मुनादी आवाज़ देता है एह बनी आदम उठो तुमने अपने लिए जो आग जलाई है उसको बुझा दो, वो खड़े होते हैं ,वज़ु करते हैं और नमाज़ पढ़ते है तो फिर से दरमियानी वक़्त के गुनाह माफ़ हो जाते हैं, फिर जब असर का वक़्त आता है तो उसी तरह होता है और जब मगरिब का वक़्त होता है तो उसी तरह होता है, जब ईशा का वक़्त होता है तो उसी तरह होता है, फिर वो सो जाते हैं और उनके गुनाह बख्स दिए गये होते हैं, फिर आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया इस तरह कोई खैर (भलाई) में डूब जाता है कोई शर (बुराई) में डूब जाता है
अल-सिलसिला आस-सहिहा,हदिस-785
-----------------------

رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا ہر نماز كے وقت ایك منادی بھیجا جاتاہے، اور وہ كہتا  ہے: اے بنی آدم! اٹھو! تم نےاپنے لئے جوآگ جلائی ہے اسے بجھا دو، لوگ كھڑے ہوتے ہیں اور وضوكرتے ہیں توان كی آنكھوں سے ان كی خطائیں گر جاتی ہیں اور نماز پڑھتے ہیں تو ان کی دو نمازوں كے درمیانی وقفے كے گناہ بخش دیئے جاتے ہیں۔ پر، جب ظہر كا وقت ہوتا ہے تو منادی ندا دیتا ہے:اے بنی آدم اٹھو، تم نے اپنے لئے جو آگ جلائی ہے اسے بجھا دو، وہ كھڑے ہوتے ہیں،وضوكرتے ہیں، اور نماز پڑھتے ہیں، تو درمیانی عرصے كے گناہ معاف ہوجاتے ہیں۔ جب عصر كا وقت ہوتا ہے تواسی طرح ہوتا ہے، جب مغرب كا وقت ہوتا ہےتو اسی طرح ہوتا ہے، جب عشاء كا وقت ہوتا ہے تواسی طرح ہوتا ہے، پھر وہ سوجاتے ہیں اور ان كے گناہ بخش دیئے گئے ہوتے ہیں۔ پھر آپ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا:كوئی خیر میں ڈوب جاتاہے كوئی شر میں ڈوب جاتاہے۔
سلسلہ صحیحہ،حديث-٧٨٥
-----------------------

★Narrated by Abdullah ibn masood Radii Allahu Anhhu that RasoolAllah Sallallhu alaihi wasallam said at the time of every prayer A caller being sentand he says Oh son of Adam get up and extinguish the fire which you set for yourself , when people get up and perform ablution (Wudu) , every sin they have committed with their eyes are washed away and if they perfome prayer , the sins committed betweeen two prayers will be forgiven, when the time of Dhuhar comes , that caller again says Oh son of Adam get up and extinguish the fire which you set for yourself,  when people get up and perform ablution (Wudu) and prayer, the sins committed betweeen two prayers will be forgiven,when the time of asar comes same thing happens and when the time of maghrib comes again same thing happens, and when the time of isha comes again same thing happens. After that , they got sleep and their sins willbe forgiven.RasoolAllah SallallhuAlaihi wasallam said in this way some people engage in good things and some in evil things.
Al-Silsila As-Sahiha,Hadith-785
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment