Search This Blog

Sunday 25 November 2018

Allah Subhanahu us Shaks ko khush rakhein jisne hamari koi baat suni aur phir bilkul usee tarah dusro tak pahucha di jis tarah suni thi

Bismillahhirrahmanirrahim
Allah Subhanahu us Shaks ko khush rakhein jisne hamari koi baat suni aur phir bilkul usee tarah dusro tak pahucha di jis tarah suni thi
-----------
★Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu us Shaks ko khush rakhein jisne hamari koi baat suni aur phir bilkul usee tarah dusro tak pahucha di jis tarah suni thi,kyunki bahut se aise log jinhe hadith pahuchegi wo sunne wale se zyada samajh aur ilm rakhte honge.
Jamia Tirmizi,Jild-2,552-Sahih
-----------------------
★रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु उस शख्स को खुश रखें जिसने हमारी कोई बात सुनी और फिर बिल्कुल उसी तरह दूसरों तक पंहुचा दी जिस तरह सुनी थी,क्यूंकी बहुत से ऐसे लोग जिन्हे हदीस पहुंचेगी वो सुनने वाले से ज़्यादा समझ और इल्म रखते होंगे
जामिया तिरमिज़ी,जिल्द-2,552-सही
-----------------------
ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ‌ ﺻﻠﯽ ‌ ﺍﻟﻠﮧ ‌ ﻋﻠﯿﮧ ‌ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺍﻟﻠﮧ ﺍﺱ ﺷﺨﺺ ﮐﻮ ﺧﻮﺵ ﺭﮐﮭﮯ ﺟﺲ ﻧﮯ ﮨﻤﺎﺭﯼ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﺳﻨﯽ ﺍﻭﺭ ﺍﻭﺭ ﭘﮭﺮ ﺑﺎﻟﮑﻞ ﺍﺳﮯ ﻃﺮﺡ ﺩﻭﺳﺮﻭﮞ ﺗﮏ ﭘﮩﭽﺎ ﺩﯼ ﺟﺲ ﻃﺮﺡ ﺳﻨﯽ ﺗﮭﯽ ﮐﯿﻮﻧﮑﯽ ﺑﮩﺖ ﺳﮯ ﺍﯾﺴﮯ ﻟﻮﮒ ﺟﻨﮩﯿﮟ ﺣﺪﯾﺚ ﭘﮩﻨﭽﮯﮔﯽ ﻭﮦ ﺳﻨﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﺳﻤﺠﮫ ﺍﻭﺭ ﻋﻠﻢ ﺭﮐﮭﺘﮯ ﮨﻮﻧﮕﮯ-
ﺟﺎﻣﮧ ﺗﺮﻣﺬﯼ ﺟﻠﺪ ٢، ٥٥٢ - ﺻﺤﯿﺢ
-----------------------
★Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said May Allah gladden a man who hears something from us, so he conveys it as he heard it. Perhaps the one it is conveyed to is more understanding than the one who heard it.'"
Jamia Tirmizi,Book-39,2657-Sahih
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment