Search This Blog

Friday 23 November 2018

Islamic Quiz-261

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰
# Quran mein kiske liye ye farmaya gaya hai ?
ﻳُﺮْﺳِﻞِ ﺍﻟﺴَّﻤَﺎﺀَ ﻋَﻠَﻴْﻜُﻢ ﻣِّﺪْﺭَﺍﺭًﺍ
ﻭَﻳُﻤْﺪِﺩْﻛُﻢ ﺑِﺄَﻣْﻮَﺍﻝٍ ﻭَﺑَﻨِﻴﻦَ ﻭَﻳَﺠْﻌَﻞ ﻟَّﻜُﻢْ ﺟَﻨَّﺎﺕٍ ﻭَﻳَﺠْﻌَﻞ ﻟَّﻜُﻢْ ﺃَﻧْﻬَﺎﺭًﺍ
Tarjumah : Wo (Allah) Aasman se tum par (musladhar rahmato wali) baarish barsayega, Aur maal aur Aulad se tumhari madad farmayega aur tumhe baag ( garden) ata karega aur unmein tumhare liye nahrein baha dega.
A) Rozana Namaz padhne walo ke liye
B) Bewao aur miskino ki madad karne walo ke liye
C) Tauba Astagfar karne walo ke liye
D) Roza rakhne walo ke liye
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai
# For which kind of people , it is said in Quran that .....
ﻳُﺮْﺳِﻞِ ﺍﻟﺴَّﻤَﺎﺀَ ﻋَﻠَﻴْﻜُﻢ ﻣِّﺪْﺭَﺍﺭًﺍ
ﻭَﻳُﻤْﺪِﺩْﻛُﻢ ﺑِﺄَﻣْﻮَﺍﻝٍ ﻭَﺑَﻨِﻴﻦَ ﻭَﻳَﺠْﻌَﻞ ﻟَّﻜُﻢْ ﺟَﻨَّﺎﺕٍ ﻭَﻳَﺠْﻌَﻞ ﻟَّﻜُﻢْ ﺃَﻧْﻬَﺎﺭًﺍ
Translation: He (Allah) will send rain to you in abundance, And give you increase in wealth and children, and bestow on you gardens and bestow on you rivers ?
A) Those who Pray Salah daily
B) Those who help widow and poor
C) Those who Ask forgiveness from Allah
D) Those who fast (Siyam)
E) None of the above
F) Waiting for the the right answeru
-----------------------------------------------------------

C is the correct answer

No comments:

Post a Comment