Search This Blog

Tuesday 13 November 2018

Buzurg Musalman ki ezzat karna Allah subhanhu ki tazeem ka ek hissa hai

Bismillahhirrahmanirrahim
Buzurg Musalman ki ezzat karna Allah subhanhu ki tazeem ka ek hissa hai
-----------
★Hazrat Abu Musa Ashari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki safed baalo wale musalman (yani Buzurg) ki ezzat ki jaye, aur Quran karim ke hamil yani Hafiz aur Aalim ki bhi ezzat ki jaye siwaye usmein gulu aur kamee karne walo ke aur aadil baadshah ki bhi ezzat ki jaye.
Sunan Abu Dawud,Jild-3,1415-Hasan
-----------------------
★अबू मूसा अल अशरी रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु की ताज़ीम का हिस्सा ये भी है की सफेद बालों वाले मुसलमान (यानी बुज़ुर्ग) की इज्ज़त की जाए, और क़ुरान करीम के हामिल यानी हाफ़िज़ और आलिम की भी इज्ज़त की जाए सिवाए उसमें गुलु और कमी करने वालो के और आदिल बादशाह की भी इज्ज़त की जाए
सुनन अबू दाऊद,जिल्द3,1415-हसन
-----------------------
ابوموسیٰ اشعری رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺍﻟﻠﮧ ﺳﺒﺤﺎﻧﻪ ﮐﯽ ﺗﻌﻈﯿﻢ ﮐﺎ ﺣﺼّﮧ ﯾﮧ ﺑﮭﯽ ﮨﮯ ﮐﯽ ﺳﻔﯿﺪ ﺑﺎﻟﻮﮞ ﻭﺍﻟﮯ ﻣﺴﻠﻤﺎﻥ ﮐﯽ ﻋﺰﺕ ﮐﯽ ﺟﺎﺋﮯ ﺍﻭﺭ ﻗﺮﺁﻥ ﮐﺮﯾﻢ ﮐﮯ ﺣﺎﻣﻞ ﯾﻌﻨﯽ ﻗﺮﺁﻥ ﮐﮯ ﺣﺎﻓﻆ ﺍﻭﺭ ﻋﺎﻟﻢ ﮐﯽ ﺑﮭﯽ ﻋﺰﺕ ﮐﯽ ﺟﺎﺋﮯ ﺳﻮﺍﮰ ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﻏﻠﻮ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﮯ ﺍﻭﺭ ﺍﺱ ﺳﮯ ﺩﻭﺭ ﮨﻮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﮯ ﺍﻭﺭ ﻋﺎﺩﻝ ﺑﺎﺩﺷﺎﮦ ﮐﯽ ﺑﮭﯽ ﻋﺰﺕ ﮐﯽ ﺟﺎﺋﮯ-
سنن أبي داؤد،جلد-٣،حديث-١٤١٥-حسن
-----------------------
★Narrated AbuMusa al-Ashari Radi Allahu Anhu The Prophet ﷺ said: showing honour to a grey-haired Muslim and to one who can expound the Qur'an, but not to one who acts extravagantly regarding it, or turns away from it, and showing honour to a just ruler is the part of the Glorifying Allah
Sunan Abu Dawud,Book-42,4825-Hasan
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment