Search This Blog

Tuesday 13 November 2018

Jannat mein aise kamre hain jinka bahar ka hissa andar se aur andar ka hissa bahar se nazar aayega

Bismillahhirrahmanirrahim
Jannat mein aise kamre hain jinka bahar ka hissa andar se aur andar ka hissa bahar se nazar aayega
-----------
★Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jannat mein aise kamre hain jinka bahar ka hissa andar se aur andar ka hissa bahar se nazar aayega. (ye sun kar) ek aarabi ne khade ho kar arz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam wo kiske liye hain ? to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jo achchi baat kare, khana khilaye, Aksar roze rakhe aur Allah ki raza ke liye raat mai us waqt namaz padhe jab log soye ho
Jamia Tirmizi,Jild-1,2048-Hasan
-----------------------
★हज़रत अली रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जन्नत में ऐसे कमरे हैं जिनका बाहर का हिस्सा अंदर से और अंदर का हिस्सा बाहर से नज़र आएगा. (ये सून कर) एक आराबी ने खड़े हो कर अर्ज़ किया या रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम वो किसके लिए हैं ? तो आप सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जो अच्छी बात करे, खाना खिलाए, अक्सर रोज़ रखे और अल्लाह की रज़ा के लिए रात में उस वक़्त नमाज़ पढ़े जब लोग सो गए हों
जामिया तिर्मीज़ी,जिल्द-1,2048-हसन
-----------------------
علی رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﮧ ‌ ﺻﻠﯽ ‌ ﺍﻟﻠﮧ ‌ ﻋﻠﯿﮧ ‌ ﻭﺳﻠﻢ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺟﻨﺖ ﻣﯿﮟ ﺍﯾﺴﮯ ﮐﻤﺮﮮ ‏( ﺑﺎﻻﺧﺎﻧﮯ ‏) ﮨﯿﮟ ﺟﻦ ﮐﺎ ﺑﺎﮨﺮ ﺣﺼﮧ ﺍﻧﺪﺭ ﺳﮯ ﺍﻭﺭ ﺍﻧﺪﺭ ﮐﺎ ﺣﺼﮧ ﺑﺎﮨﺮ ﺳﮯ ﻧﻈﺮ ﺍٓﺋﮯ ﮔﺎ، ‏( ﯾﮧ ﺳﻦ ﮐﺮ ‏) ﺍﯾﮏ ﺍﻋﺮﺍﺑﯽ ﻧﮯ ﮐﮭﮍﮮ ﮨﻮ ﮐﺮ ﻋﺮﺽ ﮐﯿﺎ : ﺍﻟﻠﮧ ﮐﮯ ﺭﺳﻮﻝ ! ﮐﺲ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﮨﯿﮟ؟ ﺁﭖ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﺟﻮ ﺍﭼﮭﯽ ﻃﺮﺡ ﺑﺎﺕ ﮐﺮﮮ، ﮐﮭﺎﻧﺎ ﮐﮭﻼﺋﮯ، ﺧﻮﺏ ﺭﻭﺯﮦ ﺭﮐﮭﮯ ﺍﻭﺭ ﺍﻟﻠﮧ ﮐﯽ ﺭﺿﺎ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺭﺍﺕ ﻣﯿﮟ ﻧﻤﺎﺯ ﭘﮍﮬﮯ ﺟﺐ ﮐﮧ ﻟﻮﮒ ﺳﻮﺋﮯ ﮨﻮﮞ۔
ﺟﺎﻣﮧ ﺗﺮﻣﯿﺰﯼ،جلد-١،حديث-٢٠٤٨-حسن
-----------------------
★Ali narrated that the Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: "Indeed in Paradise there are chambers, whose outside can be seen from their inside, and their inside can be seen from their outside." A Bedouin stood and said : 'Who are they for, O Messenger of Allah?" He said: "For those who speak well, feed others, fast regularly, and perform salat [for Allah] during the night while the people sleep."
Jamia Tirmizi,Book-1,Hadith-1984-Hasan
-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment