Search This Blog

Thursday 16 May 2019

Safar kiya aur hum mein se kuch logo ne roza rakha aur kuch ne nahi

Bismillahhirrahmanirrahim
Safar kiya aur hum mein se kuch logo ne roza rakha aur kuch ne nahi
-------------
✦Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki humne Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke saath safar kiya aur hum mein se kuch logo ne roza rakha aur kuch ne nahi rakha lekin na to kisi rozedar ne roza na rakhne waley par aitraz kiya aur na hi kisi roza na rakhne wale ne kisi rozedar par.
Sunan Abu Dawud,Jild-2,633-Sahih
-----------------------
✦अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की हमने रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम के साथ सफ़र किया और हम में से कुछ लोगो ने रोज़ा रखा और कुछ ने नही रखा लेकिन ना तो किसी रोज़ेदर ने रोज़ा ना रखने वाले पर ऐतराज़ किया और ना ही किसी रोज़ा ना रखने वाले ने किसी रोज़ेदर पर
सुनन अबू दाऊद,जिल्द-2,633-सही
-----------------------
انس رضی الله عنہ سے روایت ہے ہم نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے ہمراہ رمضان میں سفر کیا تو ہم میں سے بعض لوگوں نے روزہ رکھا اور بعض نے نہیں رکھا تو نہ تو روزہ توڑنے والوں نے، روزہ رکھنے والوں پر عیب لگایا، اور نہ روزہ رکھنے والوں نے روزہ توڑنے والوں پر عیب لگایا۔
سنن ابو داوود جلد ٢ حدیت ٦٣٣ -صحیح
-----------------------
✦Narrated Anas Radi Allahu Anhu We travelled along with the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam during Ramadan. Some of us were fasting and other broke their fast. Those who fasted did not find fault with those who broke, and those who broke their fast did not find fault with those who fasted.
Sunan Abu Dawud,Book-13,2399-Sahih
------------------------------

No comments:

Post a Comment