Search This Blog

Monday, 26 July 2021

Islamic Quiz-431

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰

# Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya (-----------) se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko aag se aazad karta ho jitna ki arfa ke din aazad karta hai ?
A) Arfa
B) Ashoora
C) Shawwal
D) A & B
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai
-----------------------------

# The Messenger of Allahsallallahu alaihi wasallam said: “There is no day on which Allah ransoms more slaves from the Fire than the Day of (----------) ?
A) Arfa
B) Ashoora
C) Shawwal
D) A & B
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
A is the correct answer

Islamic Quiz-430

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰

# Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney (----------) ke din ka roza rakha ,main Allah se ummed karta hu ki uskey ek saal agle aur ek saal pichle gunaah maaf kar diye jayengey ?
A) Arfa
B) Ashoora
C) Shawwal
D) Upar ke sab sahi hai
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai
-----------------------------

# Messenger of Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam said Fasting on the Day of(-----------) I hope from Allah, expiates for the sins of the year before and the year after ?
A) Arfa
B) Ashoora
C) Shawwal
D) All of the above are correct
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
A is the correct answer

Thursday, 15 July 2021

Islamic Quiz-429

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰

# Allah subhanahu ne Quran mein kiske liye ye farmaya hai ki usko kisi insaan ne nahi chuaa hai ?

A) Allah ka Arsh
B) Sidrat Al Muntaha
C) Salsabil
D) Zanzabil
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai
-----------------------------

# Allah Subhanahu said in Quran that "Untouched before them by man" whats is that ?

A) The Throne of Allah
B) Sidrat Al Muntaha
C) Salsabil
D) Zanzabil
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
E is the correct answer

Wo hoorein jo khaimo mein band hongi phir tum apne RABB ki kaun kaun see naimato ko jhuthlaoge

Bismillahhirrahmanirrahim

Wo hoorein jo khaimo mein band hongi phir tum apne RABB ki kaun kaun see naimato ko jhuthlaoge 
-------------

✦ Wo hoorein jo khaimo mein band hongi phir tum apne RABB ki kaun kaun see naimato ko jhuthlaoge Na unhe unse pahle kisi insan ne aur na kisi jinn ne chuaa hoga.
Al~Quran,Surah Rahman(55),Aayat-72-74
-----------------------

✦ वो हुरे जो खेमों में बंद होंगी, फिर तुम अपने रब की कौन कौन सी नेमतों को झुठलाओगे , ना उन्हें उनसे पहले किसी इंसान ने और ना किसी जिन्न ने छुआ होगा.
अल~क़ुरान,सूरए अर रहमान(55),आयत-72-74
-----------------------

وہ حوریں جو خیموں میں بند ہوں گی-پھر تم اپنے رب کی کس کس نعمت کو جھٹلاؤ گے-نہ انہیں ان سےپہلے کسی انسان نے اور نہ کسی جن نے چھوا ہوگا-
القرآن،سورة الرحمن(٥٥),آیت-٧٢-٧٤
-----------------------

✦ Hur (beautiful, fair females) guarded in pavilions; So which of the favors of your Lord would you deny ? -Untouched before them by man or jinni -
Al~Quran,Surah Rahman(55),Verse-72-74
------------------------------

Islamic Quiz-428

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰

# (----------) ka chand aa jaye to apney Baal na katwaye aur na Nakhun tarashey ?
A) Safar
B) Rajab
C) Shaban
D) Zill-Hijja
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai
-----------------------------

# He enters the month of (---------) , he should not get his hair cut or nails trimmed ?
A) Safar
B) Rajab
C) Shaban
D) Zill-Hijja
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
D is the correct answer 

Sunday, 27 June 2021

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne Surah Najam mein sajda kiya

Bismillahhirrahmanirrahim

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne Surah Najam mein sajda kiya 
-------------

✦ Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne Surah Najam mein sajda kiya to musalmano ,Mushriko, Jinno aur insano sabne unke saath sajda kiya.
Sahih Bukhari,Hadith-1071
-----------------------

✦ इब्न अब्बास रदि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसलम ने सूरए नज्म में सज्दा किया तो मुस्लमामो ,मुशरिकों , जिन्नों औऱ इंसानो सबने उनके साथ सज्दा किया.
सही बुखारी,हदिस-1071
-----------------------

ابن عباس رضی اللہ عنہما نے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے سورۃ النجم میں سجدہ کیا تو مسلمانوں، مشرکوں اور جن و انس سب نے آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے ساتھ سجدہ کیا۔
صحيح بخارى،حديث-١٠٧١
-----------------------

✦ Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam prostrated while reciting An-Najm and with him prostrated the Muslims, the pagans, the jinns, and All human beings.
Sahih Bukhari,Book-19,Hadith-177
------------------------------

Islamic Quiz-427

⏰ Daily Islamic Quiz ⏰

# Wo kaunsi surah hai jisko sunne ke baad Mushriko ne , Jinno ne aur insano ne sabne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke saath sazda kiya ?

A) Surah Maryam
B) Surah Alaq
C) Surah Rahman
D) Surah Sajda
E) Inmey se koi nahi
F) Sahi Jawab ka intezar hai
-----------------------------

# The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam prostrated during the recitation of one surah and the Muslims, the pagans, the jinns, and all human beings prostrated with him , What is the name of that surah ?

A) Surah Maryam
B) Surah Alaq
C) Surah Rahman
D) Surah Sajda
E) None of the above
F) Waiting for the correct answer
-----------------------------------------------------------
E is the correct answer